RAMDAN KE ROZA KI FAZILAT OR EHKAM - QURAN HADITH HAQ BAT SABKE SATH

ASSLAUILEKUM WA RAHAMTULLAHE WA BAKATU

" NAMAZ KAYAM KARE - ZAQAT AADA KARE - FARZ ROZE RAKHE ACHE KAM KARE "

AAPAS ME MIL JUL KARE RAHE OR RAMZAN ME KHUB IBADAT KARE OR DUAA KARE HAM SABO ALLAH NEK RASTE PER CHALA HAMARE GUNAHO KO MAF KARE



QURAN :-ROZA HAR MUSLIM PER FARZ HE QURAN SARIF 

 1. ऐ ईमान लानेवालो! तुमपर रोज़े अनिवार्य किए गए, जिस प्रकार तुमसे पहले के लोगों पर अनिवार्य किए गए थे, ताकि तुम डर रखनेवाले बन जाओ। 
SURAH BAKRA AAYAT NO. 183

.E IMAN WALO TUM PER ROZE FARZ HE JESE TUMSE PAHLE KE LOGO PER KIYYE GYE THE TAKI TUM DAR RAKHNE WALE HO JAO

QURAN SARIF SURAH BAKRA AAYAT NO .183

 2. रमज़ान का महीना वह है जिसमें क़ुरआन उतारा गया लोगों के मार्गदर्शन के लिए, और मार्गदर्शन और सत्य-असत्य के अन्तर के प्रमाणों के साथ। अतः तुममें जो कोई इस महीने में मौजूद हो उसे चाहिए कि उसके रोज़े रखे और जो बीमार हो या सफ़र में हो तो दूसरे दिनों में गिनती पूरी कर ले। अल्लाह तुम्हारे साथ आसानी चाहता है, वह तुम्हारे साथ सख़्ती और कठिनाई नहीं चाहता, (वह तुम्हें हिदायत दे रहा है) और चाहता है कि तुम संख्या पूरी कर लो और जो सीधा मार्ग तुम्हें दिखाया गया है, उस पर अल्लाह की बड़ाई प्रकट करो और ताकि तुम कृतज्ञ बनो। 
QURAN SARIF SURAH BAKRA AAYAT NO. 185

RAMZAN ME QURAN NAZIL HUWA LOGO KE MARGDARSHAN K LIYE SATYA ASATYA KE ANTER PARMAN ME
JO KOI ISH MAHINE ME MOUJOD HO WO ROZE RAKHE
OR JO BIMAR HO . SAFAR M HO TO DUSHRE DINO ME GINTI PURI KAR LE
ALLAH TUMHARE SATH AASANI CHAHTTA HE
QURAN SARIF SURAH BAKRA AAYAT NO. 185


3. तुम्हारे लिए रोज़ों की रातों में अपनी औरतों के पास जाना जायज़ (वैध) हुआ। वे तुम्हारे परिधान (लिबास) हैं और तुम उनका परिधान हो। अल्लाह को मालूम हो गया कि तुम लोग अपने-आप से कपट कर रहे थे, तो उसने तुमपर कृपा की और तुम्हें क्षमा कर दिया। तो अब तुम उनसे मिलो-जुलो और अल्लाह ने जो कुछ तुम्हारे लिए लिख रखा है, उसे तलब करो। और खाओ और पियो यहाँ तक कि तुम्हें उषाकाल की सफ़ेद धारी (रात की) काली धारी से स्पष्ट दिखाई दे जाए। फिर रात तक रोज़ा पूरा करो और जब तुम मस्जिदों में 'एतिकाफ़' की हालत में हो, तो तुम उनसे (पत्नियों से) न मिलो। ये अल्लाह की सीमाएँ हैं। अतः इनके निकट न जाना। इस प्रकार अल्लाह अपनी आयतें लोगों के लिए खोल-खोलकर बयान करता है, ताकि वे डर रखनेवाले बनें। 
QURAN SARIF SURAH BAKRA AAYAT NO. 187

TUMHARI BIWIYO KE PASS ROZE KI RAAT ME JANA ALLAH NE HALAL KIYA HE WO TUMHARE LIBAS TUM UNKE LIBAS HO 
OR JAB TAK KHAO PIO JAB TAK SUBAH KA SAFED DHAGA KALE DHAGE KO NA KAT DE FIR RAT TAK ROZA PURA KARO OR TUM MASJID ME ETTIQAF KI HALAT ME APNI BIWIYO SE NA MILO YE ALLAH KI SIMAYE HE 

QURAN SARIF SURAH BAKRA AAYAT NO. 185


----------------------------------------------------------------------

RAMZAN SE MUTALIQ SAHIH HADITH JO ROZE KI FAZILAT OR EHKAM BYAN KIYE 

MASLA  :- DEEN KI BUNIYAD 

HADITH NO. 1 ABDULLAH BIN UMAR SE RIWAYAT HE KI NABI SALLAHU WASALLAM NE FARMAYA KI ISLAM KI BUNIAD 5 CHEZO PER HE 

1. KALMA -E -TOHID 
2.NAMAZ 
3. ROZA
4.ZAQAT
5.HAJJ

SAHIH BUKHRI HADITH NO. 8 

MASLA  :- RAMZAN KE CHAND DEKHNE KI GAWAHI 

HADITH NO. 2
ABDULLAH BIN OMAR SE RIWAYAT HE KI LOGO NE CHAND DEKHNE KI KOSIS KI TO MENE NABI SALLAHU WASALLLAM KO KABAR DI KI MENE CHAND DEKH LIYA HE TO NABI SALLAHU WASALLAM NE ROZA RAKHA OR SABKO KO RAKHNE KA HUKUM DIYA 

SUNNAN ABI DAWOOD HADITH NO . 2342 SAHIH 

NOTE :- NEK AADMI KI GAWAHI 

MASLA :- SAK BINA ME ROZA RAKHNA MANA HE  

HADITH NO. 3
AAMMAR BIN YASIR R.A. SE RIWAYAT HE KUCH LOG KIDMAT ME HAZIR HUWE TO UNHONE MATTAN PESH KIYA TO KUCH LOG SAK SUBA ME ALAG HO GYE ROZA RAKHE HUWE THE TO AAMAR BIN YASIR NE KAHA JIS NE SAK ME ROZA RAKHAN USHNE NABI SALLAHU WASALLAM KI MUKHALIF KI HE 

SUNNAN ABI DAWOOD HADITH NO . 2334 SAHIH 

NOTE :- 29 SABBAN KO AGER CHAND NAZAR NA AAYE TO SAK M ROZA RAKHNA JAIZ NHI APNI 30 KI GINTI PURI KARE 

HADITH NO. 4
HAJRAT AAISHA R.A. SE RIWAYAT HE KI NABI SALLAHU WASALLAM 29 KI SABBAN KO JAB CHAND NAZAR NHI AATA TO SABBAN KI 30 GINTI PURI KARTE OR FIR ROZA RAKHTE 

SUNNAN ABI DAWOOD HADITTH NO. 2325 SAHIH 

MASLA  :- EID KA CHAND DEKHNE KI FAZILAT OR EHKAM 

HADITH NO. 5
IBNE ABAS R.A. SE RIWAYAT HE KI NABI SALLAHU WASALLAM NE FARMAYA KI RAMZAN KA CHAND DEKH KE ROZA RAKHO SAK OR SUBAH ME ROZA MAT RAKHO
CHAND DEKH KAR RAKHO JAB SAWAAL KA CHAND DEKHO TOB TAK AGER 29 VI RAMDAN KO BADAL HO  YA CHAND NAZAR NA AAYE TO TO 30 KI GINTI PURI KARO OR SATH ME ALFAZ HE MAHINA 29 KA BHI HOTA HE 

SUNNA ABI DAWOOD HADITH NO . 2327 SAHIH 

CHAND DEKHNE ME 2 AADMIYO KI GAWAHI 

HADITH NO. 6
NABI SALLAHU WASALLAM NE FARAMAYA KI SAWWAL KE CHAND ME 2 AADMIYO KI GAWAHI KAFI HE 

SUNNAN ABI DAWOOD HADITTH NO . 2339 SAHIH   


NOTE :- NEK AADMIYO KI GAWAHI ALLAH KE NEK BANDO KI KAFI HE 


MASLA :- RAMZAN KI FAJILAT 

HADITH NO. 7
ABU HURAIRA SE RIWAYAT HE  NABI SALLAHU WASALLAM NE FARMATE HE KI JAB RAMZAN MUBARAK AATA HE TO JANNAT KE DARWAJE KHOL DIYE JATE HE OR JAHANAM KE DARWAJE BAND KAR DIYE JATE HE 

SETAN KO JANJIRO ME KED KAR LIYA JATA HE 

HAR RAT BAHUT SE LOG JAHANAM SE AAZAD HOTE HE 
SUNNAN NISAI ME ALFAZ HE EK RAT ESI JO 1000 MAHINO SE BAHTAR HE 

SAHIH BUKHARI HADITH NO .1898  ,1899
JAME TIRMIZI HADITH NO .682 SAHIH
SUNNAN NISAI HADITH NO . 2106 

MASLA  :- RAMZAN ME ROZE OR QIYAM KA SAWAB 

HADITH NO. 8
ABU HURAIRA SE RIWAYAT HE  NABI SALLAHU WASALLAM NE FARMATE JO SAKSH IMAN OR EHTSAM KE SATH SAWAB NAFS KI NIYAT SE RAMZAN KE ROZE RAKHE OR JISNE RAMZAN ME RAT KA QAYAM KIYA USHKE PICHE SARE GUNAH MAF HO JAEYE 
JISNE RAMZAN KA SABE-QADAR KA QIYAM KIYA  USHKE PICHLE GUNAH MAF

SAHIH BUKHARI HADITH NO . 1901 
JAME TIRMIZI HADITH NO . 683 SAHIH

NOTE :- GUNAH SE MAFI CHOTE GUNAH HE 

MASLA  :- ROZE KA SAWAB BANDE KO ALLAH TALA DEGA

HADITH NO. 9
ABU HURAIRA SE RIWAYAT HE  NABI SALLAHU WASALLAM NE FARMAYA KI RAMZAN ME HAR NEK AMAL 10 SE 700 GUNA  TAK BADHA DIYA HE NAMAZ ZAQAT SAWAB 700 GUNA SAWAB MILTA HE 

ALLAH TALA FARMATA HE KI 
ROZA KHAS MERE LIYE HE OR ME HI ISHKI SAWAB DUGA 
MERA BANDA KHAS MERE LIYE ZAZA KARTA HE 

ROZEDAR K LIYE DO KHUSIYA HE 
EK JAB WO IFTAR KAREGA 
OR JAB WO APNE RAB SE MULAQAT KAREGA

ALLAH TALA KO ROZEDAR KI MUH KI BHU KASTRU KI KHUSBU SE BHI BADKAR HE

ROZA DHAL HE TTUMHARE LIYE JAHANM KI AAG SE OR SAHWAT SE 
OR JAB KISI SE LADAI HO TO KAHE " ME ROZE SE HU
ABU DAWOOD -BUKHARI HADITH HE KI 
ROZEDAR GIBAT SE BACHE BURE KAM SE BACHE VARNA ALLAH TAKA ESE ROZEDAR ROZA RAKHE YA NA RAKHE KOI FARAK NHI PADTA 

SAHIH BUKHARI HADITH NO . 1903,1904 
IBNE MAJAH HADITH NO . 1638 SAHIH 
SUNNAN ABHI DAWOOD HADITH NO . 2362 SAHIH 

MASLA :- ROZEDAR KHAS DARWAJE SE JANNAT ME JAYEGE

HADITH NO. 10
NABI SALLAHU WASALLAM NE FARMAYA
JAANAT KE 8 DARWAJO ME SE EK DARWAJA HE ARH-RAYYAN ISH DARWAJE SE ROZEDARO KO AAWAJ DI JAYEGI OR ROZEDAR ISI DARWAJE SE DAKHIL HOGE 

SUNNAN IBNE MAJAH HADITH NO . 1640 SAHIH (HASAN BY SAIKH ZUBAIR ALI )


MASLA  :- JAHANAM OR ROZEDAR K BICH 70 SAL KA FASHLA 

HADITH NO. 11
NABI SALLAHU WASALLAM NE FARMAYA JO ALLAH KI RAH ME NIKALE OR ROZA RAKHE
ALLAH TALA USHME OR JAHNAM KE DARMIYA 70 SAL KA FASLA KAR DEGA 

SAHIH BUKHARI HADITH NO. 2840 


MASLA  :- ROZEDAR SABR KARE TO FARISHTE DUAA KARTE HE 

HADITH NO. 12
NABI SALLAHU WASALLAM NE FARMAYA JAB ROZEDAR KE SAMNE KOI KHANA KHAYE OR ROZEDAR SABR KARE TO ROZEDAR K LIYE FARISTE DUAA KARTE HE 

IBNE MAJAH HADITH NO . 1748 HASAN 

MASLA  :- ROZEDAR KO IFTARI KARWANA SAWAB HE  

HADITH NO. 13
NABI SALLAHU WASALLAM NE FARMAYA JO KISI ROZEDAR KO IFTARI KARWAYE USE BHI ROZEDAR KE BARABER SAWAB MILEGA OR ROZEDAR KE SAWAB ME KAMI NHI HOGI 

SUNNAN IBNE MAJAH HADITH NO . 1746 SAHIH 

MASLA  :- ROZEDAR KI IFTARI KE WAKR MAGI DUAA RADD NHI HOTI 

HADITH NO. 14
NABI SALLAHU WASALLAM NE FARMAYA ROZEDAR KI IFTAR KE WAKT DUAA RADD NHI HOTI

SUNNAN IBNE MAJAH HADITH NO . 1753 HASAN

MASLA  :- ROZA OR MISHQEEN KI MADAT KE BABABER SAWAB 

HADITH NO. 15
NABI SALLAHU WASALLAM NE FARMAYA BEWAON AUR MISHEENON KE KAM AANE WALE ALLAH KE RAASTEY MAIN JIHAD KARNEY WALE KE BARABAR HE YA RAA BHAR IBADAT AUR DIN BHAR ROZA RAKHNE WALO KE BARABER HE 

SAHIH BUKHARI HADITH NO . 5353  

MASLA  :- SAHRI KA TARIKA  OR  FAZILAT   

HADITH NO. 16 - ROZE KI NIYAT
RASULLALAH SALLAHAHU WASSALAM NE FARMYAYA JISNE FAZR SE PAHLE ROZE KI NIYAT NHI KI USHKA ROZA DURUST NHI 
KYUKI HAR AMAL KA DAROMDAR NIYAT PER HE 

SUNNAN ABI DAWOOD HADITH NO.2454 SAHIH

HADITH NO. 17 - SAHRI KE WAKT GUSL FARZ HO TO  
RASULLALAH SALLAHAHU WASSALAM SAHRI KE WAKT JAB JUNBI HOTE TO PAHLE SAHRI KARTE FIR NAMAZ SE PAHLE GUSL FARMA LETE

SUNNA ABHI DAWOOD HADITH NO . 2388,2389 SAHIH 


HADITH NO. 18 SAHRI K WAKT AAZAN  
USH DOUR ME DO AAZAN HOTI THI 
EK HAJRAT BILAL DETE THE JO SAHRI KE KHANE KA WAKT OR UNHE UTHANE KA THA 

SUNNA ABI DAWOOD HADITH NO . 2346 SAHIH 

HADITH NO. 19 SAHRI KAHNA AFZAL HE 
NABI SALLAHU WASALLAM NE FARMAYA HAMARE OR AHLE KITAB KE ROZE ME FARK SIRF SAHRI KE KHANE KA HE 

SUNNAN ABI DAWOOD HADITH NO . 2343 SAHIH 

HADITH NO. 20 KAJUR SE SAHRI
NABI SALLAHU WASALLAM NE FARAYA KI MOMIN KI BAHTRIN SAHRI KAJUR (DATES)
HE JISME BARKAT HE 
SUNNAN ABI DAWOOD HADITH NO . 2345 SAHIH 

HADITH NO. 21 SAHRI KARTE WAKT AAZAN HO JAYE BARTAN HATH ME HO 
NABI SALLAHU WASALLAM TUM MESE JAB KOI FARZ AAZAN SUNE OR KHANE KA BARTAN USHKE HATH ME HO TO USE NICHE NA RAKHE APNI HAZAT PURI KARE 

SUNNA ABI DAWOOD HADITH NO . 2350 SAHIH 

NOTE :- AGER KABHI LET HO JAYE OR KHANE KHATE WAKT AAZAN HO GAI HO TO APNI HAJAT PURI KARE ALLAH BAHTAR JANTE HE DEEN ME AASANI HE LIKIN ALLAH KA DAR RAKHE ISE AADATAN NA BNAYE 



HADITH NO .15 :- AAZAN OR SAHRI K BICH KITNA WAKT  

HADITH NO. 22 
NABI SALLAHU WASALLAM NE FARMAYA AAZAN OR SAHRI KATAM HONE KE BICH 50 AAYAT KI TILAWAT JITNA SAMAY HE 

SAHIH MUSLIM HADITH NO . 2552 
SAHIH BUKHARI HADITH NO . 1921

HADITH NO .16  :- IFTARI KE WAKT DUAA  OW WAKT  

HADITH NO. 23
UMAR R.A. SE RIWAYAT HE NABI SALLAHU WASALLAM NE FARAMAY JAB PURB(EAST) SE RAT AAAJYEH OR PASHCIM ME SURAJ DUB JAYE (SUNSET) TO ROZEDAR KE LIYE IFTAR KA SAMAY HO GYA HE 

SUNNAN ABI DAWOOD HADITH NO . 2351 SAHIH 

HADITH NO. 24
NABI SALLAHU WASALLAM DEEN USH WAK TAK GALIB RAHEGA JAB LOG IFTAR ME JALDI KAREGE YAHUDI OR NASARA IFTAR ME DERI KARTE HE 

SUNNAN  ABI DAWOOD HADITH NO. 2353 HASAN  

HADITH NO. 25

ANAS BIN MALIK. SE RIWAYAT HE KI  NABI SALLAHU WASALLAM NE FARMAYA JAB KISI NE ROZA RAKHA HO TO CHAHIYE KI ROZA IFTARI KE WAKT KAJUR (DATES) SE KHOLE AGER WO NA HO TO PANI (WATER) SE KHOLE 

SUNNAN ABI DAWOOD HADITH NO . 2356 SAHIH

NOTE :- KAJUR SE ROZA KHOLNA AFJAL HE LEKIN AAP KISI BHI PAK CHEZ SE ROZA KHOL SAKTE HE  

HADITH NO. 26
NABI SALLAHU WASALLAM JAB ROZA IFTAR KARTE TO YE DUAA PADHTE 
ZahabAzzamaau wa Abtallatilurooq, wa sabat-alajru, In sha Allah
( Pyas bujh gayee , ragein tar ho gayee aur ajar sabit ho gaya agar Allah ne chaha )

 SUNNAN ABI DAWOOD HADITH NO . 2358 HASAN 

HADITH NO .17 :- ROZA DIKHANA SHIRK HE  

HADITH NO. 27
JISNE DIKHAWE  KI KATIR NAMAZ PADHI 
ROZA RAKHAN
DIKHAWE KI KATIR ZAQAT DI  
USHNE SHIRK KIYA JO ALLAH KO NAPASND HE 

BAIHIQI SHAOBUL IMAN HADITH NO . 6340 HASAN 



---------------------------------------------------------------------------------------

Popular Posts