Home »
NAMAZ (SALAAH)
,
RAFA -UL-YADAIN
» RAFA -UL-YADAIN- HAQ BAT NAMAZ KA TARIKA | TARAK E RAFA YA DEEN IBNE MASOOD RDH.
RAFA -UL-YADAIN- HAQ BAT NAMAZ KA TARIKA | TARAK E RAFA YA DEEN IBNE MASOOD RDH.
NOTE:- SABHI HAZRAT SE GUZARISH HE "NAMAZ KAYAM KARE" FIRQAPARSTI ME NA ULJHE YE BAT YA POST SIRF HAQ BTANE K LIYE "LAST ME JARUR PADHE"
-------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
HADITH:-
-------------------------------------
HADITH:-
Hazrat Abdullah Bin Masood Rdh. Farmaate Hai Kya Mai Tum Logo Ko Rasoolullah Saw Ki Namaz Padhkar Na Dikhao Phir Inhone Namaz Padhi Aur Sirf (Shuru Namaz Me) Ek Martaba Rafe-Yadain Kiya
Jami` at-Tirmidhi HADITH NO. 257 , ABHU DAWOOD HADITH NO . 748 , SUNNAN NISAI 1026,1057
---------------------------------------------------------------------------------------
HADITH:-
अब्दुल्ला इबने मसूद रजि. से रिवायत हे " क्या में तुम्हे नबी सल्लाहु ताला वसलम की नमाज़ पढ़ कर न दिखाऊ फिर उन्होंने नमाज़ पढ़ी और सिर्फ पहली मर्तबा अपने दोनों हाथ उठाये "
तिर्मिज़ी HADITH NO . 257 , ABHU DAWOOD HADITH NO . 748 , SUNNAN NISAI 1026,1057
--------------------------------------
HADITH:-
Alqamah narrated that :
Abdullah bin Mas'ud said: "Shall I not demonstrate the Salat of Allah's Messenger to you?" Then he offered Salat and he did not raise his hands except while saying the first Takbir."
Jami` at-Tirmidhi » The Book on Salat (Prayer) Vol. 1, Book 2, Hadith 257
----------------------------------------------------------------------------
Imam Tirmizi Rh. Ibn Masood Rdh. Waali Hadees Hasan Hai
UNHONE LIKHA HE :-
"BAHUT SE SAHABA ,TAIBAIN, ALHE KHUFA OR SUFFIYAN SOURI KA YHI AMAL HE "
SAHIH -Naseeruddin Albani : SAUDI ARABIA
”Haqq baat Ye hai ke Ye Hadis SAHEEH hai aur Iski SANAD MUSLIM ki Shart per SAHEEH hai aur Jin Logo’n ne Is Hadees ko MA’LOOL (Za’eef) qaraar diya hai Humein Unki Koi Aisi Daleel Nahi mili Jis se Istedlaal SAHEEH ho aur Iski wajah se HADEES ko Radd (Reject) kiya Ja sake"
Musannaf Ibn Abi Shaiba : Jild 1 : Safa 267 ( HADITH NO. ALAH ALAG HE KUCH ME 2440 SE 2470 TAK )
HAJRAT ALI OR IBNE MASOOD KE SHAQIRD KAM SE KAM 15 TAIBAIN SE HADITH HE JO ISH HADITH KE RAVI BHI H YE BAT SABHI MANTE H KI YE TAIBAIN RAFA UL YADAIN NHI KARTE THE
-----------------------------------------
Muqtasar Taur par Is hadees Par Aiteraazaat ke Jawaab
Aiteraaz No 1 : Sufiyan Suri Rh.(AL-THAWARI) Mudallis Hai Aur Wo An Se Riwayat Karre Hai.
ANS: bukhari muslim me hadiths he wo Zaif kese he
1.SAHIH BUKHARI . -HADITH NO. 4407 (SUFFIYAN AL-THAWRI )
SUFFIYAN AL-THAWRI AN SE RIWAYAT HE MUSLIM ME
SAHIH MUSLIM SAFA 2663A HADITH NO. 6437(SUNNAH) NO.6769(ISLAM360)
SAHIH MUSLIM SAFA 3002C HADITH NO . 7144(SUNNANH) NO. 7439(ISLAM360)
SUFFIYAN AL-THAWRI AN SE RIWAYAT KI YE KUCH MISAL HE
SHAIKH ALBANI :- TIRMIZI 257 KI SANAD SAHIH MUSLIM KI SART PER SAHI HE SUFFIYAN AN SE OR AASIM BIN KULAB MUSLIM KE RAVI HE
ANS: bukhari muslim me hadiths he wo Zaif kese he
1.SAHIH BUKHARI . -HADITH NO. 4407 (SUFFIYAN AL-THAWRI )
SUFFIYAN AL-THAWRI AN SE RIWAYAT HE MUSLIM ME
SAHIH MUSLIM SAFA 2663A HADITH NO. 6437(SUNNAH) NO.6769(ISLAM360)
SAHIH MUSLIM SAFA 3002C HADITH NO . 7144(SUNNANH) NO. 7439(ISLAM360)
SUFFIYAN AL-THAWRI AN SE RIWAYAT KI YE KUCH MISAL HE
SHAIKH ALBANI :- TIRMIZI 257 KI SANAD SAHIH MUSLIM KI SART PER SAHI HE SUFFIYAN AN SE OR AASIM BIN KULAB MUSLIM KE RAVI HE
Al-Jawaab No 1 : Sufiyan Souri Ki Hadith Bukhari Muslim Ke Ravi He Siqa Ravi Bukhari Muslim me totel 24 hadith he He Sufiyan Suri Rh. Tabqaat E Saaniya Ke Mudallis Hai Aur Darj E Zail Muhaddiseen Ne Unhe Tabqaat E Saaniya Me Shumaar Kiya Hai.
1 – Hafiz Ibn Hazm Mazahiri. (Bahawala Tauji An Nazr : 251 )
2 – Hafiz Salahuddin Al Alaayi Rh. (Jamiut Tehseel Fii Ahkaamil Maraasil : Safa 130)
3 – Hafiz Ibn Hajar Asqalaani Rh. (Tabqaatul Mudalliseen : 13 )
4 – Hafiz Burhaan Uddin Al Ajami Rh. Ne ( Kitaab Tabheen Al Asmail Mudalliseen : 21) Kitaab Tabheen Al Asmail Mudalliseen : Safa 65
5 – Hafiz Tahir Bin Saleeh Al Jazaa-Eri Rh. (Bahawala Tauji An Nazr : 251 )
6 – Alama Muhammed Bin Ismailiya Al Ameer Al Yamaani Rh. (Tauzihul Afkaar Li Ma’ani Tanqeehul Anzaar : Jild 1 : Safa 360)
7 – Imam Abu Zara’a Iraaqi Rh. Ne Kitaabul Mudalliseen : Safa 52 Par Imam Sufiyan Suri Rh. Ko Mudallis Qaraar Dene Ke Baad Safa 109 par Hafiz Al Alaayi Ke Usool Mutaabiq Tabqaat E Saaniya Ka Mudallis Qaraar Diya.
8 – Imam Ibn Hajar Asqalaani Rh. Ne Apni Kitaab An-Nukat Jild 2 : Safa 639 par Sufiyan suri ko tabqaat e saaniya ka Mudallis qaraar hai.
Ghair Muqallideen Ulama Ne Bhi Sufiyan Suri Ko Tabqaat E Saaniya Me Shumaar Kiya Hai.
1 – Ghair Muqallid Yahiya Gondalwi. (Khairul Baraaheen : 26 , Khairul Kalaam : Safa 47)
2 – Maulana Badi Uddin Shah Raashidi.
3 – Maulana Abdur Rasheed Ansaari. (Juraabo par Masah : 40)
Al-Jawaab No 2 : Agar Thodi Dair Ke Liye Yeh Maan Liya Jaaye Ke Sufiyan Suri Rh. Mudallis Hai aur Mudallis ka “An” Qaabil e Qubool Nahi hai.
Toh Mudallis Ki Bayaan Karda Riwayat Ki Mutaabiyat Wa Shuwaaid Maujood Ho Toh Us Mudallis Raavi Par Tadlees Ka Ilzaam Khatam Hojaata Hai.
Sufiyan Suri Rh. Bayaan Karda Riwayat Ki Mutaabiyat Maujood Hai.
1 – Imam Wakii Bin Jarah Rh. (Tamheed Laa Ibn Abdul Barr : Jild 4 : Safa 189 )
2 – Abdullah Bin Idrees Rh. ( Kitaab Ul Elal Lil Dariqutni : Jild 4 : Safa 181)
3 – Abu Bakr Naishaili Rh.( Kitaab Ul Elal Lil Dariqutni : Jild 4 : Safa 182)
Lehaaza Unpar Jo Tadlees Ka Ilzaam Tha Wo Khatam Hogaya.
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------
Aiteraaz No 2 :ASIM BIN KULAB ZAIF RAVI HE :-
ANS : ASIM BIN KULAB MUSLIM KA RAVI HE ZAIF NHI HE AAP KHUD PAD LE
- MUSLIM SARIF BAB LIBAS SAFA NO. 2078 D HADITH NO.5226 (SUNNAH) HADITH NO .5490(ISLAM360)
- MUSLIM SARIF BAB LIBAS SAFA NO. 2078 E HADITH NO.5227 (SUNNAH) HADITH NO .5491 (ISLAM360)
- MUSLIM SARIF BAB LIBAS SAFA NO. 2078 F HADITH NO.5228 (SUNNAH) HADITH NO . 5492(ISLAM360)
- MUSLIM SARIF BAB LIBAS SAFA NO. 2078 G HADITH NO.5229 (SUNNAH) HADITH NO .5293(ISLAM360)
ANTIVENUM:-
SUNNAN ABU DAWOOD HADITH NO .725(726) SAHIH
JUZZ RAFUL YA DAIN IMAM BUKHARI HADITH NO . 27 SAHIH
NOTE :- HAQ BAT HE KI AASIM BIN KULAIB KO TTO KOI BHI JAIF NHI KAHTA SIWAYE FIRQAPARAST KE
WAYL BIN HUJR R.A. KI RAFUL YADAIN WALI RIWAYAT
ABU DAWOOD USHKA RAVI HI AASIM BIN KULAIB HE
SUNNAN ABU DAWOOD HADITH NO .725(726) SAHIH
JUZZ RAFUL YA DAIN IMAM BUKHARI HADITH NO . 27 SAHIH
MISAL NO . 2
IBNE MASOOD KI HADITH KE RAVI BHI ASIM BIN KULAB HE
JAB NAMAZ SURU KARTE TO RAFA YADAIN FIR RAQU KARTE TO APNE DONO HATH JANGH PER RAKHTE
ABU DAWOOD HADITH NO . 747 SAHIH (ISHKO SARE SAHI KAHTE HE )
AASIM BIN KULAB SE MUSLIM ME 12 SE JYADA HADITH HE
AB AQAL AAP LAGAYE QURAN HADITH SMJHE YA BABA JI SUNE
ANTI-VENUM= APNE MATLB KI BAT MANEGE OR BABA JI KI TAQLEED KAREGE OR NAM QURAN HADITH KA LEGE ALLAH SE DARO HAQ BAT MANO
------------------------------------------------------------------------------------------
Aiteraaz No 2 :Imam Abu Dawud Ki Jarah :-
Imam abhu Dawud ne kaha "ye hadith in alfaz ke sath sahi nhi h ye muqtsar hadith ka ek tukda he " Abu Dawud Hadith no. 748
jara gour se padhe unhone ishki sanad k bare me kuch nhi kaha ki jaif he ya jhali
JAWAB:- OR FAQI (ANTI VENOM)
ibne umar se riwayat he ki nabi karim jab namaz suru karte, raqu jate, raqu se sir uthate or 2nd raqat ke bad uth te rafa ul yadain karte
Abu Dawood hadith no. 740 (kuch me 741 he )
abdulla ibne umar ki hadis ko bhi Imam Abu Dawud ne kaha ye ibne umar ka apna amal he
JHAHILANA :- Imam abu dawud ne bukhari wali hadith ke bare me nhi kaha dono alag alag hadith he
aap sab manoge nhi manoge
bukhari or abu dawud dono hadith ke ravi me ek ravi ka anter ka he
shahabi taiban dono me same he abdullah bin omar se NAFE
ager ye man le ki ek ravi change hone se hadith change to SUNE
he muslim me DONO KI SANAD OR RAVI ALAG HE AAP LOG KESE DONO KO EK MANTE HO
ek me salam ka lafj he dushre me nhi he
maze ki bat dono ke ravi bhi alag
PAHLI HADITH :
Abu Bakr Bin Abi Shaiba –> Abu Kuraib –> Abu Muawiya –> A’mash –> Musaiyib Bin Raafe –> Tameem Ibn Taraafa (Rahmiullahu Alaihim) –> Jabir Bin Samurah Rdh.
MUSLIM SAFA NO.430 A HADITH NO .968(ISLAM360) 864 (SUNNAH)
DUSHRI HADITH
Abu Bakr Bin Abi Shaiba , Abu Kuraib –> Wakii , Ibn Abi Zyaada –> Mis’ar –> Ubaidullah Ibn Qibtiyaa (Rahmiullahu Alaihim) –> Jabir Bin Samurah Rdh.
MUSLIM SAFA NO.431 A-B HADITH NO .970-71(ISLAM360) 866-67 (SUNNAH)
IN DONO KO TO AAP EK MAMTE HE OR ABU DAWUD WALI ALAG ALAG
JAWAB:- Imam Abu Dawud Ki Jarah or RUZU
Imam Abu Dawud Rh. Ki Wafaat Waale Saal Ke Nusqe (Lu-Lui) Me Yeh Jarah Mazkoor Nahi.Toh Maloom Huwa Ke Inhone Us Jarah Se Ruju Farmaaliya. (Sunan E Abu Dawud , Nusqa E Lu-Lui)
" APNE MATLB KI BAT ME SAB KUCH JAYAZ HE CHAHE KISI KI TOHIN HO YA NHI DEEN KI BUNIYAD ILM PER HE NA KI MATLAB PER "
------------------------------------------------------------------------------------
Al-Jawaab No 3 :- Abdullah Bin Mubarak Rh. Ki Jarah ki ye hadith sabit hi nhi h
(TIRMIZI HADITH NO. 256 )
VESE TO ISHKE BAHUT SE JAWAB HE LEKIN CHOTA SA JAWAB YE H
DONO HADITH KI SANAD ALAG HE
HDITH NO. 256 ME KAHU SABIT NHI OR FIR 257 ME HASAN KAHU OR SATH ME BAHUT SE SAHABA TAIBAN KA AMAL
THODA SA TO ILLM RAKHO ...
-----------------------------------------------------------------------------------------------
Aiteraaz No 4 :- Abdullah Bin Mubarak Rh. Ka Ruzu
Imam Abdullah bin Mubarak Rh. Al Mutawaffa 181 Hij. ki Jarah Unke Jis Shaagird ne Naql ki hai, wo Sufiyan bin Abdul Malik Rh. hai, Jinki Wafaat 200 Hij. se Pehle Huwi hai. (Taqreeb : Raqm no : 2448)
Aur Unke Bare me Imam Ahmed bin Hanbal Rh. Farmaate hai ke : Abdullah bin Mubarak Rh. ke Qadeem Shaagird Sufiyan bin Abdul Malik Rh. aur Ali Ibn ul Hasan Rh. Wagaira hai.
(Mausu-aatul Aqwaal Imam Ahmed : Safa 2 : Safa 63)
Ya Usko Yu bhi Kehsakte hai ke Abdullah Ibn Mubarak Rh. ke Hadees me Sabse Pehle Shaagird Sufiyan bin Abdul Malik Rh. hai.
Aur wo Abdullah Ibn Mubarak ke Bade Shaagirdo me se hai.
Iske Bil-Muqaamil Sunan e Nasaai me jo Tark e Rafe-yadain ki Riwayat Maujood hai, Jisko Khud Ibn Mubarak Rh. se Naql kiya Unke Shaagird Suwaid Ibn Nasr Rh. hai.
Unki Padaaish 150 Hij. me aur Wafaat 240 Hij. huwi hai aur wo SIQA hai. (Taqreeb : Raqm no : 2699)
Jabke Imam Ibn Mubarak Rh. ki Wafaat 181 Hij. me Huwi hai.
(Taqreeb : Raqm no : 3570)
Aur Upar Imam Ahmed bin Hanbal Rh. ki Ibaarat Guzar chuki hai, Unhone kaha ke Ashaab e Abdullah ke Qadeem Shaagird Yaani Pehle Shaagird Sufiyan bin Abdul Malik Rh., Toh Zaahir si baat hai ke Suwaid bin Nasr Rh. Baad ke Shaagird hai.
Isse Baat Saaf Zaahir hoti hai, Imam Abdullah bin Mubarak Rh. ne Pehle Is riwayat [Yaani Tark e Rafe-yadain ki Ibn Masood Rdh.ki riwayat] par Jarah ki, Lekin Unke Baad ke Shaagird Suwaid bin Nasr Rh. ne Is riwayat ko Ibn Mubarak Rh. se Naql karke Yeh Bataa diya hai ke Abdullah Ibn Mubarak Rh. ne apni us Jarah se Ruju Karliya hai.
Tabhi toh wo Tark e Rafe-yadain ki Is riwayat ko Naql Kar rahe hai.
Algarz yahi baat Ahnaaf Kehte hai ke Ibn Mubarak Rh. ne Apni Jarah se Ruju Karliya tha.
------------------------------------------------------------------------------
ANTI-VENOUM :-
IBNE AL-MUBHRAK KI JARAH MAN LI LEKIN FIRQAPARAST NE
1.AL-MUBHARAK QADKA-MATI SALLAH PER IQMAT ME KHADE HOTE
TIRMIZI HADITH NO . 806
3. IMAM KE PICHE SURE FATIHA PADHE YA NA PADHE DONO KI NAMAZ DURUST HE
YE SAB NHI MANEGE
SIRF SELECTED NA PADHO
-------------------------------------------------------------------------------
Asslamuilekum
hamara maqsad kisi firqe ko support karne ka nhi h sirf haq bat btane ka he jo baba ji apni Awam se chupate he
sabhi Hajrat se guzarish he ki aaps me mil jul kar rahe or fiqi masle sab ke apne he sab ko apna hisab dena he nek kam kare ache kam kare mohbbat se rahe sabhi
"Namaz kayam kare ,Ache Amal kare, Jaqat de, garibo ki madat kare "
AB RAHA MASLA KISKI NAMAZ AFZAL HE TO PLEASE ALLAH JANE YE MAMLA ALLAH KE PASS HE AAPAS ME MOHBBAT OR PYAR SE RAHO













