RAFA -UL-YADAIN --HAZRAT WAYL BIN HUJR RDH. | HAQ BAT SABKE SATH


NOTE:- SABHI HAZRAT SE GUZARISH HE "NAMAZ KAYAM KARE" FIRQAPARSTI ME NA ULJHE YE BAT YA POST SIRF HAQ BTANE K LIYE "LAST ME JARUR PADHE"

----------------------------------------------------------------------------------------------
Sayyidina Wayl Bin Hujr Rdh. - Rafe-Yadain

HADITH :- SCAN PAGE HADITH 

Sayyidina Wayl Bin Hujr Rdh. Ki Sajdo ki Rafe-Yadain  or har Takbir ke sath 

Sayyidina Wayl Bin Hujr Rdh. Se Riwayat he ki mene nabi e karim ke sath namaz padhi 
Unhone Takbir-E-Tahrima ke wakt hath uthaye RAFA-UL-YADAIN kiya ,
Fir unhone apne right hand ko left hand per rakha ,
Fir unhone Raqu kiya to  RAFA-UL-YADAIN kiya,
Fir Raqu se apna sir uthaya to RAFA-UL-YADAIN or sajde kiya ,
Fir jab Sajde se apna sir uthaya to RAFA-UL-YADAIN kiya 
Yaha tak ki aap namaz se fariq ho gye aapne puri namaz ese hi padhi 

MUHAMMAD ne ishka jikar Hasan basri se kiya to Hasan basri ne kaha
Ye hi NABI RASUALLAH ki namaz he
Padhne walo ne namaz ese hi padhi or chorne walo ne ise chor diya 


ABU DAWUD HADITH NO .723 SAHIH ( ISLAM360,SUNNAH )
SUNNAN E DARUQATNI : Jild 1 : Safa 293 , Hadees No 1108 SAHIH



Sayyidina Wayl Bin Hujr Rdh. Ki Sajdo Waali Ahadees Ko Saheeh Kehne Waale Aimma
  1. Imam Abu Dawud Rh.  (Abu Dawud : Jild 1 : Safa 112)
  2. Imam Ibn Hazm Rh. (Al Muhalla : Jild 4 : Safa 8-10)
  3. Imam Ibn Hibban Rh. (Saheeh Ibn Hibban : Jild 3 : Safa 168)
  4. Shaik Naasir Uddin Albaani. (Sifatus Salaah : Safa 607)
  5. Qazi Shaukaani (Nail Ul Autaar : Jild 1 : Safa 385)
  6. Maulana Abu Hafs. (Fazlul Wadood Fii Tehqeeq Rafe-Yadain Lis Sujood : Safa 23-24)
  7. Maulana Abdul Haq (Fathul Wadood Fii Tehqeeq Rafe-Yadain Indas Sujood : Safa 74-75)
  8. Maulana Muhammed Rayees Nadwi. (Rasool E Akram Saw Ka Saheeh Tariqa E Namaz : Safa 352-353)
------------------------------------------
ILMI BAT :- IS HADITH KE RAVI  HASAN BASRI SAHIH HADITH SE SABIT HE 

SHAIKH ALBANI NE APNI KITAB Sifatus Salaah  Me likha he ye hadith sahi he 

HASAN BASRI DO SAJDO KE DARMIYAN RAFA-UL-YADAIN

MUSNAF ABHI SHIBA hadith No. 2814 (SAHIH ) SHAIKH ALBANI 

SAHIH SANAD  


---------------------------------------------------------------------------
ATRAAZ :- 

"FRIENDS AAPKO MALUM HE KHUD KO SAHI SABIT KARNE K LIYE CHAHE HADITH SAHI HI KYU NA HO LOG APNA JAHILPAN DIKHATE HE  "


MASLA:-1. ABHU DAWOOD KA KALAM 

ANTI-VENOM -"Abu dawud Ne to ibne umar ki hadith bhukhari 739 ko abu dawud me  hadith no.741 likha ye abdulla bin omar ka apna amal he to wo kyu nhi mante "

ILMI JAWAB :-

es hadith ke ravi "hammam or muhammad " dono siqa ravi he dono sache ravi he 
YE hadith jab "MUHMMAD " se sunne ke bad abu dawud ne HAMMAM se suni ,
HAMMAM ne IBNE JUHADAH se riwayat ki 
dono Sanad Alag He Lekin Dono Bat Sahi He 

Hammam ki hadith me sirf itna jikar he ki 
namaz ke suru me Raqu jate Raqu se sir uthate RAFA-UL-YADAIN ka jikar he 
Na to sajde ka jikar he na hi ki sajde me nhi kiya ka jikar he 

SUNNAN IBNE MAJAH HADITH NO. 867

------------------------------------------------------------------
MASLA :- 2. KUCH LOGO NE ISE "SHADH" KAHA HE

ILMI JAWAB :- SUNNAN IBNE MAJAH HADITH NO 867 
Ye sajde ki RAFA-UL-YADAIN ki Nafi ka jikar nhi he ki nhi kiya sirf Raqu jate or raqu se sir uthate RAFA-UL-YADAIN ka jikar he  sajde ka jikar abu dawud 723 me he hadith dono sahih 


EK ME JIKAR HO DUHSRE ME NA HO KA MATLB YE NHI KI NHI KIYA  IS SURAT ME AMAL SABIT HOTA H JO KI SAHIH HE 

-------------------------------------------------------------------
Asslamuilekum
hamara maqsad kisi firqe ko support karne ka nhi h sirf haq bat btane ka he jo baba ji apni Awam se chupate he  

sabhi Hajrat se guzarish he ki aaps me mil jul kar rahe or fiqi masle  sab ke apne he sab ko apna hisab dena he nek kam kare ache kam kare mohbbat se rahe sabhi        

"Namaz kayam kare ,Ache Amal kare, Jaqat de, garibo ki madat kare "      

"PLEASE DOSTO AAP SAB SE GUZARISH HE AKAL KE SATH DEEN SIKHO OR SMJHO FIRQAPARASTI OR BABA JI KE DEEN SE DUR RAHE ONLY QURAN HADITH WE ARE MUSLIM


------------------------------------------------------------------------------------

Popular Posts