Home »
NAMAZ (SALAAH)
,
RAFA -UL-YADAIN
» RAFA-UL-YADAIN - MALIK BIN HUWERIS R.D.H. | HAQ BAT SABKE SATH
RAFA-UL-YADAIN - MALIK BIN HUWERIS R.D.H. | HAQ BAT SABKE SATH
NOTE:- SABHI HAZRAT SE GUZARISH HE "NAMAZ KAYAM KARE" FIRQAPARSTI ME NA ULJHE YE BAT YA POST SIRF HAQ BTANE K LIYE "LAST ME JARUR PADHE"
----------------------------------------------------------------------------------------------
Malik Bin Huweris Rdh. - Rafe-Yadain
MALIK BIN HUWERIS R.D.H. SE RIWAYAT HE
JAB aap Nabi-E-karim SAW
namaz suru karte to RAFA-UL-YADAIN karte
raqu jate RAFA-UL-YADAIN
raqu se sir uthate RAFA-UL-YADAIN karte
sahih muslim hadith no.761
sahih muslim hadith no . 762 ( RAVI:- UN QATADAH UN SE )
sunnan abu dawood hadith no . 744-45 SAHIH ( RAVI :- SHOBA UN QATADAH )
sunnan nisai hadith no. 1056-57 SAHIH (RAVI :- SAYYED UN QATADAH )
(NOTE:- YE HADITH AADHI HE PURI HADITH AAGE AARHI HE INHI RAVIYO KE SATH AGER YE UPER WALI HADITH SAHIH HE TO YE BHI H VARNA NICHE WALI GALAT TO SARI HI GALAT HOGI )
ILLMI JAWAB :- SIRF APNE MATLB KI BAT MANNA HI DEEN NHI HOTA
lekin jab ye hadith Sunnan Nisai me aati he to
Malik Bin Huweris Rdh. Se Marwi Saheeh Ahadees Me Sajdo Ki Rafe-Yadain Ka Saboot Bhi Nabi E Karim SAW se Hai.
JAB aap Nabi-E-karim SAW
namaz suru karte to RAFA-UL-YADAIN karte
raqu jate RAFA-UL-YADAIN
raqu se sir uthate RAFA-UL-YADAIN karte
fir sajda karte or jab sajde se apna sir uthate to
RAFA-UL-YADAIN karte
Sunnan Nisai Hadith no . 1086 (ISLAM360 hadith No. 1094) - SAHIH
SCAN PAGE :-
LOGIC :-
FIRQAPARAST KAHTE HE
QATADAH MUDDALSI HE UN SE TO BUKHARI MUSLIM ME JO AAPKE MATLB KI HE WO HADITH SAHI KESE
SHOBA UN QATADAH SE
SAYYED UN QATADAH SE
AAPKE MATLB KI HADITH SAHIH H OR YE SUNNAN NISAI WALI JAIF HE
SIRF APNE FIRQE KI KATIR ALLAH RAHAM KARE
------------------------------------------------------------------------------------------------
"AB KUCH JAHIL LOG HOTE H JO APNA FIRQA BACHANE KE LIYE "SAHIH HADITH" KA BHI INKAR KARTE HE OR BABA JI KO BACHATE HE
KAHTE HE HAM ILM MANTE HE LEKIN SIRF BABA JI KA SAHIH HADITH KA NHI "
"KHUDA NE AQAL DI HE THODA TO USE KARO ALLAH KE BANDO "
----------------------------------------------------------------------------------------------
HAQ BAT :- "QATADA" MUDDALIS HE AN KE SATH RIWAYAT KAR RAHE HE LEKIN ISH HADITH ME "SHOBA" BHI HE
SHOBA = WO TADLISH KO JINA SE BHI BADTAR SAMJHTTE HE WO SIRF UNHI SE HADITH LETE HE JO SIQA HO
ISLIYE YE HADITH SAHI HE
FIRQAPARAST :- ISHME SHOBA NHI HE SAYYAD HE YE KATIB KI GALTI HE LIHAZA YE HADITH ZAIF HE
ANTI-VENOM :- SIRF KUCH MISALE BAKI AAP KHUD FESHLA KARE
SHOBA --AN QATADA---
SAHIH BUKHARI HADITH NO . 3562
SAYYED--AN QATADA --
SAHIH BUKHARI HADITH NO . 1338 ,3565
CHAHE SHOBA--AN QATTADA HO
CHAHE SAYYYED --AN QATADA HO
DONO SURAT ME HADITH SAHI HE OR SAHIH BUKHARI KE RAVI HE IMAM BUKHARI NE KHUD UNSE HADITH LI HE
AGER SUNNAN NISAI KI JAIF HE TO BUKHARI KI BHI JAIF KARO FIRQAPARASTO
SIRF MATLB KI HADITH SAHIH OR BEMATLB KI HADITH ME JUTHI JIRAH ALLAH SE DARO OR HAQ BAT QABUL KARO
--------------------------------
MALIK BIN HUWERIS KI HADITH ME QATADA AN SE
MALIK BIN HUWERIS SE RIWAYYAT
NAMAZ KE SURU ME RAKU JATE RAQU SE SIR UTHATE RAFA YADAIN
DUSHRI HADITH ME HE ( DO SAJDO KE DARMIYAN RAFUL YADAIN )
SHOBA AN QATADA ( SUNNAN ABU DAWOOD HADITTH NO . 745 SAHIH )
SHOBA AN QATADA (SUNNAN NISAI HADITH NO . 1086 )
NOTE :- ISH HADITH ME YE NHI KAHA KI SAJDO ME NHI KARTE "JESE KISI HADITTH KA AADHA HISSA EK KITAB ME AADHA DUSHRI KITAB ME "
AGER THODI DER MAN LU KI SAYYED AN QATADA HE
MALIK BIN HUWERIS SE RIWAYYAT
NAMAZ KE SURU ME RAKU JATE RAQU SE SIR UTHATE RAFA YADAIN
SAYYED AN QATADA (SUNNAN NISAI HADITH NO . 1057)
SAJDO ME RAFUL YADAIN
SAYYED AN QATADA (SUNNAN NISAI HADITH NO . 1086)
FIRQAPARASTO KE HISAB SE MAN LE TO BHI YE HADITH SAHI HE
JO KAHTE HE QATADA AN SE RIWAYYAT KARTE HE MUDDLIS HE
MALIN BIN HUWERIS KI HADITTH ME QATADA AN SE
IBNE MAJA HADITH NO . 859 SAHIH
SAHIH MUSLIM HADITH NO . 865 SAHIH
AAPKE SAMNE SIDHE ALFAZ ME BYAN HE INSHA ALLAH ALLAH SABKO AQAL DE DEEN SMJH KAR PADHE TAHQIQ KARKE HAQ BAT QABUL KARE
----------------------------------------------------------------------------------------------
MASLA :- SUNNAN NISAI ME GALTI SE SAYYED KI JAGAH SOBHA LIKHA GYA LIKHNE ME GALTI HO GAI
(ANTI-VENOM -PURI DUNIYA ME SIWAYE FIRQAPARS KE SAB ME SHOBA HE )
ANS:- Sunnan Al Kubra me Shoba Nhi sayyed he lekin dono books alag alag he dono ki sanad or hadith alag alag he
Dushri Bat dono dono ravi ko "shaikh albani" ne sahih kaha he dono hadith sahih he
Imam Hajr ASQALANI Ne Fatul Bari Sarah Sahih Bukhari Me Sayyyed Abi Ruba Ko Sahih kaha
VESE TO ITNA SACH KAFI HE LEKIN FIR BHI AAYEGE JANTE HE
------------------------------------------------------------------------------------------------------
KUCH MASLE HE UNKA JAWAB
MASLA NO. 2:- SUNNAN AL KUBRA (HDITHS : 11949) KA SORT (TALKHIS) HE Sunan Al MUJTABI Lin Nasaai (HADITH : 5758)
ANS:- DONO BOOKS ALAG ALAG HE
"Imam Ibnu Beruni Sunni" 302 Hizri Me EGYPT(MISAR ) Me Likhi Sunan Al MUJTABI Lin Nasaai Ibnu Suni Ravi He Kitab Imam Nisai Ne Likhwai He
--------------------------------------------
Dalil No.1:- Pure Ke Pure Bab Nhi H Hadith Nhi He
"SUNNAN -AL-KUBRA "nhi he "
Sunan Al MUJTABI Lin Nasaai
Kitabul Imam V Sharah " TOTEL :- 55 Hadith
SCAN :-
YE BOOK BADI WALI BOOK ME NHI H TO YE KAHA SE AAI FIR AGER BADI BOOK KA CHOTA ROOP HE TO
---------------------------------------------------------------------
Dalil No.2:-
SUNNAN-AL-KUBRA Me "kitabul TaHaraT (mayyar hazz all ) ToTel hadith 336 he
Sunan Al MUJTABI Lin Nasaai Me Kitabul TaHaraT ToTel hadith 445 He
"TO TALKHIS (SORT CHOTA ROOP) KESE HUWA"
----------------------------------------------------------------------
Dalil No.3:- SUNNAN-AL-KUBRA Kitabul Jihad ToTel Hadith -107
Sunan Al MUJTABI Lin Nasaai Kitabul Jihad ToTel Hadith -110
"SUNNAN-AL-KUBRA" bahut se hadith nhi he lekin wo
Sunan Al MUJTABI Lin Nasaai Mojud he to sochne wali bat wo kaha se aai
----------------------------------------------------------------------
Dalil No.4 :- Sunan Al MUJTABI Lin Nasaai Me
Kitabul Sahed E Wajaye Hadith NO. 4269
Khud Imam Nisai ne "EGYPT(MISAR)" me khud ye BTAI H OR LIKHWAI HE
SACN :-
--------------------------------------------------------------------------
Dalil No.5 :-
IMAM ABU BAKAR BAGDADI NE SAFA NO. 169 LIKHA HE KI IMAM NASAI NE YE KITAB IBNU SUNI NE 302 HIZRI ME SUNI HE
-------------------------------------------------------------------------------------
Dalil No.6 :-
"SUNNAN-AL-KUBRA" me sirf hadith he 4993 or 4994
"Sunan Al MUJTABI Lin Nasaai" me 4993 or 4994 ke niche imam nisai ke comment bhi he sath me
-----------------------------------------------------------------------------------
Dalil No.7 :- BEST STORNG DALIL SOBHA KA QATADA SE RIWAYAT
AGER SHOBA QATADA SE RIWAYAT NHI KARTE TO ABU AWWANA ME YE HADITH KESE SAHIH SANAD SE BILKUL
SCAN PAGE :-
----------------------------------------------------------------------------------------
LIHAZA SUNNAN NISAI KI DO SAJDO KE DARMIYAN RAFA YA DIN SAHIH HE OR MARFU SABIT HE
DONO BOOKS BHI ALAG ALAG HE
JINKO HAQ JANNA HE UNKE LIYE ITNA KAFI HE FIR BHI AGER MUJHSE KOI GALTI HUWI TO MAF KARNA
BAKI CHAHE 10000 BOOKS BHI LIKH DU TO BHI FIRQAPARST NHI MANEGE
----------------------------------------------------------------------------------------
Asslamuilekum
hamara maqsad kisi firqe ko support karne ka nhi h sirf haq bat btane ka he jo baba ji apni Awam se chupate he
sabhi Hajrat se guzarish he ki aaps me mil jul kar rahe or fiqi masle sab ke apne he sab ko apna hisab dena he nek kam kare ache kam kare mohbbat se rahe sabhi
"Namaz kayam kare ,Ache Amal kare, Jaqat de, garibo ki madat kare "
sabhi Hajrat se guzarish he ki aaps me mil jul kar rahe or fiqi masle sab ke apne he sab ko apna hisab dena he nek kam kare ache kam kare mohbbat se rahe sabhi
"Namaz kayam kare ,Ache Amal kare, Jaqat de, garibo ki madat kare "
-------------------------------------------------------------------------------------------