NAMAZ ME HATH CHORNA - SHIA KI NAMAZ HAQ BAT SABKE SATH

ASSLAMUILEKUM WA RAHAMTULLAHE WA BARKATU 

MASLA :- NAMAZ ME HATH CHORNA SAHABI SE SABIT HE 

HADITH NO. 1
AATA BIN ABI RABAH KO NAMAZ PADTE DEKHA UNHONE 
NAMAZ KE SURU ME , 
RAQU JATE,
RAQU SE APNA SIR UTHATE ,
RAFA-UL-YADAIN KARTE THE  
KISI NE PUCHA AAP NE YE KAHA SE SIKHA 

ATTA BIN ABI RABAH  NE KAHA MENE 


ABDULLAH BIN ZUBAIR SE SIKHA OR
ABDULLAH BIN ZUBAIR NE KAHA THA MENE APNE  NANA JI 

ABU BAKAR SIDEEQ R.D.H. OR UNHONE 

NABI-E-KARIM RASUALLAH KE KO NAMAZ ESE PADHTE DEKHA 


SUNNAN AL KUBRA AL BAHAHQI HADITH NO. 2519 ( SANAD SAHIH ) 
BY SHAIKH ZUBAIR ALI ZAI OR SHAIKH ALBANI 

" YE GOLDER CHAIN YE SABIT KARTI HE KI ABDULLAH BIN ZUBAIR KI NAMAZ NABI KI NAMAZ HE "

HADITH NO. 2
Imam Maimoon Makki rh. se riwayat he ki mene 
ABDULLA BIN ZUBAIR ko namaz padhte dekha inhone namaz padhai 
Jab namaz suru kiya 
RAQU jate wakt 
RAQU se apna sir uthate wakt
jab sajde se apna sir uthaate 
RAFA-UL-YADAIN karte 

Mene jakar ye baat IBN ABBAS se pucha ki mene ABDULLAH BIN ZUBAIR ko dekha jo kisi ko karte nhi dekha 

to IBN ABBAS ne kaha 
AGER TUME RASULLLAH KI NAMAZ DEKHNI HE TO ABDULLAH BIN ZUBAIR KI NAMAZ DEKHO

ABU DAWOOD HADITH NO . 739 SAHIH BY SHAIKH ALBANI

NOTE:-" ( NOT AVBL. ON -ISLAM360  ) (READ BOOKS AND SUNNAH.COM AND MORE )

ABDULLAH BIN ZUBAIR NAMAZ SE RAFUL-YADAIN KI DALEEL OR HADITH SE WAJEH HONA KI UNKI NAMAZ NABI KI NAMAZ HE  
LEKIN JESE HI UNKI HATH KHOL KAR NAMAZ PADNE KI HADITH AATI HE TO FIRQAPARASTI DIKHI HE LOGO ME 

HADITH NO. 3
HAJRAT IBNE ZUBAIR R.A. NAMAZ ME HATH KHOL KAR NAMAZ PADHTE THE

MUSSNAF IBNE ABHI SHIBA HADITH NO .3950 (3971) SANAD SAHIH

MUSSNAF IBNE ABHI SHIBA ME IMAM SHIBA NE PURA BAAB BANDHA HE 

IKHTELAF:-ISH HADITH ME SIRF ITNA LIKHA HE NAMAZ ME HATH CHORTE THE ISH SE SAHIH SE SABIT NHI HOTA PURI HADITH NHI HE OR NA HI KOI DUSHRI HADITH HE SAHIH 
HO SAKTA HO YE HADITH RAQU KI HE YA QAYAM ALLAH BAHTAR JANTA HE 

 HADITH NO. 4
ABDULLAH BIN ZUBAIR NE FAMAYA KI DAYE HATH KO BAYE PER BANDHNA SUNNAT HE 

SUNNAN ABI DAWOOD HADITH NO .754 SAHIH 


NOTE :- JINKA ISHTEHAQ HE QAYAM ME HATH CHORNA ALLAH BAHTAR JANTA HE IS HADITH SE 

OR JO HATH BANDHNE KE KAYAL HE UNKE PASS BAHUT HADITH HE DAYE HATH KO BAYE HATH PER RAKHNA 
ALLAH BAHTAR JANTA HE 
-----------------------------------------------------------------
BAHUT SE TAIBAN NAMAZ ME HATH CHOR KE PADHTE THE 

MUSSNAF IBNE ABHI SHIBA HADITH NO .3939 (3970) TO 3954 (3974)  

HAJRA HASAN 
HARJRAT IBRAHIM 

HAJRA IBNE AON
HAJRAT IBNE SIREEN 
HAJRAT ABDULLAH BIN YAZEED 
HAJRAT SAYYED BIN MUSEED
 HAJRAT ABDULLAH BIN IZZAR

HAJRAT SAYYED BIN ZUBAIR  NE TO MAKKA ME EK AADMI KO HATH BANDH KE NAAMZ PADHTE DEKHA TO UNKE HATH HI KHOL DIYE


MUSSNAF IBNE ABHI SHIBA HADITH NO .3954 (3974)

IMAM MALIK  KI FIQ KI KITAB ME BHI NAMAZ WALE CHAPTER ME 

IMAM MALIK SE SAWAL JAWAB 
IMAM MALIK NE FAMAYA FARZ NAMAZ ME HATH CHOR KE PADNI CHAHIYE 
AGER NAFLI NAMAZ LAMBI HO JAYE TO JAWAS KI TAHAT HATH BAND LIYA JAYE 
AL MUDAVN TUL KUBRA  

NOTE :- IMAM MALIK RAFULYADAIN NHI KARTE WO BHI ISI KITAB ME LIKHA HE 

ALHE HADITH ISH KITAB KO IMAM MALIK KI NHI MANTE ALLAH BAHTAR JANTA HE 

HALAKI MUWATTA MALIK ME DAYA HATH BAYE HATH PER BANDHNA SUNNAT HE LEKIN 

ALLAH BEHTAR JANTA HE


--------------------------------------------------------------

 HAQ BAT SABKE SATH 

1. NAMAZ ME HATH BANDHNA SUNNAT HE PURI POST DEKHE   

https://zazaqallahh.blogspot.com/2020/01/namaz-me-hath-kaha-bandhna-naaf-ke.html

2. ABDULLAH BIN ZUBAIR KOI AAM SAHABI NHI HE LIHAZA JAIZ HE HATH BANDHNA ISH PER KOI FATWA NHI LAG SAKTA

3.SHIA HO YA SUNNI HAM SAB MUSLIM HE AAPAS ME PYAR SE RAHE MOHBBAT SE RAHE LADE NA 

"NAMAZ KAYAM KARE ZAQAT DE FARZ ROZE RAKHE ALLAH HAM SAB KE GUNAH MAF KARE "

-----------------------------------------------------------------------------------------


  

Popular Posts