IMAM KE PEECHE FATIHA |FATIHA KHALF-UL-IMAM| HAQ BAT SABKE SATH
NOTE:- SABHI HAZRAT SE GUZARISH HE "NAMAZ KAYAM KARE" FIRQAPARSTI ME NA ULJHE YE BAT YA POST SIRF HAQ BTANE K LIYE "LAST ME JARUR PADHE"
-------------------------------------------------------------------------------------------------------------
-------------------------------------------------------------------------------------------------------------
ALLAH KE HUKUM PER AMAL OR SATH ME NABI KE HUKUM KI PAIRVI SUREH FATIHA SIRF JAHRI NAMAZO ME SIRF SAKTO ME PADNA AFZAL MUSTAHAB HE WAJIB NHI HE AGER IMAM SAKTE NHI KAR RHA TO AAPKI NAMAZ HO JAYEGI
PURI POST PADHE HAQ BAT K LIYE
---------------------------------------------------------------------------------------------------------
IMAM KE PEECHE FATIHA |Fatiha Khalf ul Imam| HAQ BAT SABKE SATH
QURAN
QURAN SARIF SURAH AARAF AAYAT(7) NO. 204
और इमानदार लोगों के वास्ते हिदायत और रहमत हैं (लोगों) जब क़ुरान पढ़ा जाए तो कान लगाकर सुनो और चुपचाप रहो ताकि (इसी बहाने) तुम पर रहम किया जाए
QURAN SARIF SURAH AARAF AAYAT(7) NO. 204
WAHIYAT ATRAT:- BAHUT HE LEKIN SIDHA SA JAWAB
ANTI-VENOM :- FIRQAPARASATO BUTTTO KI AAYAT DARAGAH PER KYU LAGATE HO
RESULT NO.1 -JAHRI NAMAZ ME AMAL HOGA KYUKI BAHUT SE SAHABA ISHKE KAYAL HE MUTTTA IMAMA MALIK ME MUQTABI K LIYE KI WO NA PADHE ALLAH BEHTAR JANTA HE
---------------------------------------------------------------------------------------------------------------
HADITH NO. 1
Ubada bin As-Samit r.a. riwayat karte hai ki Rasool Allah ѕαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne farmaya Jo namaz me surah Fatiha nahi padhta hai uski namaz nahi hoti.
Sahih al-Bukhari 756
Sunann Nisai 910 Sahih
BESHAQ YE MOQIF SAHI HE NAMAZ NHI HOTI LEKIN KONSI NAMAZ AAIYE JANTE HE
YE HADITH MUSLIM ME AAI HE LEKIN SATH ME OR BHI ALFAZ HE
HADITH NO. 2
Ubada bin samit ki yahi hadith aage bhi aai he
JISNE SURE FAHIYA OR SATH ME KOI OR SURE NHI PADHI USHKI NAMAZ NHI
SUNAN NISAI -911 SAHIH
SAHIH MUSLIM HADITH NO. 876 -877
HADITH NO. 3
Ubada bin samit ki yahi hadith aage bhi aai he
JISNE SURE FAHIYA OR SATH ME KOI OR SURE NHI PADHI USHKI NAMAZ NHI
SUFFIYAN FARMATTE HE YE HADITH AKLE PADHNE WALE KE LIYE HE
NOTE:- RAVI HADITH KO BAHTAR JANTA HE
SUNAN ABHU DAWOOD HADITH NO. 822 SAHIH
HADITH NO. 4
Hazrat Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu Farmate Hai Ke
Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya :
Jisne Koi Namaz Esi Padhi Jisme Sure Fatiya Or Sath Me Dushri Surat Nhi Padhi Ushki Namaz Nhi Huwi
ABU DAWUD HADITH NO 821 SAHIH BY SHAIKH ALBANI
NOTE:- BUKHARI WALI HADITH SE YE RESULT NIKLA YE HADITH AKLELE PADHNE WALI KE LIYE HE ALLAH BEHTAR JANTA HE
HADITH NO. 5
Abu Hurairah r.a. se riwayat hai ke Nabi ѕαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne farmaya,
“Jis Ne Namaz Padhi Aur Isme Surah Fatiha Na Padhi To Uski Namaz Naaqis Hai (Puri Nahi) Teen Baar Farmaya,”.
Abu Huraira r.z. Se Kaha Gay Ke Hum Imam Ke Peeche Hote Hai To?
Ap Ne Farmaya Aahista Padha Karo Kyunki maine Rasul ѕαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм se suna hai ke Allah tala ne farmaya namaz mere aur bande ke darmiyan aadhi taqseem hogai hai, aur mera banda jo bhi maange ga use wahi milega. ....MORE ON MUSLIM
“Jis Ne Namaz Padhi Aur Isme Surah Fatiha Na Padhi To Uski Namaz Naaqis Hai (Puri Nahi) Teen Baar Farmaya,”.
Abu Huraira r.z. Se Kaha Gay Ke Hum Imam Ke Peeche Hote Hai To?
Ap Ne Farmaya Aahista Padha Karo Kyunki maine Rasul ѕαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм se suna hai ke Allah tala ne farmaya namaz mere aur bande ke darmiyan aadhi taqseem hogai hai, aur mera banda jo bhi maange ga use wahi milega. ....MORE ON MUSLIM
SAHIH MUSLIM HADITH NO. 878
ABHU HURAIRA KA KHUD KA FATWA HE
--------LEKIN YE SAKTO ME PADHNE KA HUKUM HE IMAM KE SATH NHI
-------JUZZ AL QIRAH BY IMAM BUKHARI HADITH NO.274-----
HADITH NO. 6
Hazrat Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu Farmate Hai Ke
Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya: Imaam Isliye Banaya Jaata Hai Ke Uski Iqteda Ki Jaye Lehaza
Jab Imaam Takbeer Kahe Toh Tum Bhi Takbeer Kaho Aur Jab Wo Quraan Padhne Lage Toh Tum Khamosh Hojao
SUNNAN NISAI HADITH NO. 923 ,SAHIH BY SHAIKH ALBANI OR MUSLIM HADITH NO. 905
NOTE:-ABHU HURAIRA AAPKO IMAM KI QIRAT PER KHAMOSI KA HUKUM DEGA KYA WO SATH ME PADHNE KI BAT KAHEGA THODI TO AQAL LAGAO MERE BHAIYO ISH BAT KO IMAM BUKHARI NE SAF KAR DIYA KI SAKTO ME PADHO
HADITH NO. 7
Ubada bin As-Samit r.a. riwayat karte hain ki ham namaz e fajar me Nabi ѕαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм ke piche the. Aap ѕαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne Quran padha pas Aap pe padhna bhari hogaya, jab namaz se farig huwe to farmaya, “Shayad tum apne imam ke piche padha karte ho?” Ham ne kaha “Haa” Ae Allah ke Rasool ѕαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм. Aap ne farmaya “siwaye sureh Fatiha ke aur koch na padha karo kyu ki us shaksh ki namaz nahi hoti jo sureh Fatiha na padhe.”
Sunan Tirmizi hadees no: 311 (HASAN BY TIRMIDHI)
ABU DAWUD HADITH NO. 823 JAIF BY SHAIKH ALBANI
ABU DAWUD HADITH NO. 823 JAIF BY SHAIKH ALBANI
HADITH NO. 8
KYA TUM IMAM KE PICHE QIRAT KARTE HO MUJHE LAGTA HE JESE MERI NAMAZ MUJHSE QURAN ME JAGDA KYU JA RAHA HE TO HAM JAHRI NAMAZ ME QIRAT SE RUK GYE
TIRMIDHI HADITH NO .312 SAHIH (HASAN BY IMAMA TIRMIZI )
IMAM TIRMIDHI HADITH NO .312 (PURI TAFSIR PADHE )
PURI TAFSIR HE KI SURE FATIHA SAKTO ME PADHO JAB IMAM KHAMOSH HO TAB LEKIN JAHRI NAMAZ AGER IMAM SAKTA NA KARE TO IMAM KI QIRAT MUQTADI KE LIYE KAFI HE SIRI NAMAZ ME AAP PAD SAKTE HO YE ULMA KA MOQIF HE
SUREH FATIHA JAB IMAM QIRAT KARE ALOUD TAB AAP NHI PAD SAKTE HA AGER " SAKTE " HO TO JAIZ HE
NAMAZ ME 2 SAKTE KA HUKUM SIRF AFZALIYAT TAK HE AGER SUNNAT KO JINDA KIYA JAYE TO
BAKI JAHRI NAMAZ ME NAMAZ HO JAYEGI SAKTA AFZAL HE WAJIB NHI HE
"SAKTE MUSTAHAB HE"
SCAN :- TIRMIDHI 312 -U CAN READ IN ISLAM360 OR BOOKS
AHMAD BIN HAMBAL KA FATWA ( TIRMIDHI 312) :-
SURE FATIHA KE BINA NAMAZ NHI HOTI YE AMAL AKELE NAMAZ PADHNE WALE KE LIYE HE KYUKI JABIR DIN ADBULLAH KI HADITH SE YE FATWA DIYA HE
SCAN :- ISLAM360 URDU M BHI PAD SAKTE HE
ABDULLAH BIN AL MUBHARAK FARMATE HE ( TIRMIDHI 312 ) :-
IMAM KE PICHE FATIHA PADHNE WALE OR NHI PADHNE WALE DONO KI NAMAZ DURUST HE
ANTI-VENOM :- AAPKE MATLB KI BAT NHI H JAB AL-MUBHARAK NE KAHA TARAK-E-RAFA-UL-YADAIN SABIT NHI TO BAHUT JALDI MAN LIYA AB KYU NHI MAN RAHE
SCAN :- U CAN READ IN ISLAM360 OR BOOKS ALSO
AB NAMAZ HOTI HE YA NHI
HADITH NO.9
JABIR BIN ABDULLAH SE RIWAYAT HE JISNE KOI RAQAT ESI PADHI JISME SURE FATIYA NAHI PADHI USHKI NAMAZ NHI HUWI SIWAYE ISHKE KI WO IMAM KE PICHE HO .
TIRMIDHI SARIF HADITH NO. 313 (IMAM TIRMIDHI HASAN -SAHIH ) SAHIH BY SHAIKH ALBANI
JAHILANA ATRAJ:- YE HASAN SAHIH HE JABKI HAM SIRF SAHIH HADITH KO MANTE HE
ANTI-VENOM :- ABDULLA BIN OMAR KI NAMAZ KE SURU ME RAQU JATE RAQU SE SIR UTHATE RAFA-UL-YADAIN WALI HADITH KO BHI HASAN SAHIH KAHA HE
IMAM TIRMIDHI HAR SAHIH HADITH KO HASAN SAHIH KAHTE THE BOOK PADHE DYAN SE
HADITH NO. 10
ABDULLAH BIN OMAR SE RIWAYAT HE KYA TUM IMAM KE PICHE QIRAT KARTE HO ABDULLAH BIN OMAR NE FARMAYA KI IMAM KI QIRAT MUQTADI KE LIYE KAFI HE OR TUM JAB AKELE PADHO TAB QIRAT KARO
NAFI:- ABDULLAH BIN OMAR IMAM KE PICHE QIRAT NHI KARTE THE
MUWATTA IMAM MALIK HADITH NO .192 SAHIH
JO LOH KAHTE HE QURAN KI AAYAT NAMAZ K LIYE NHI ESE VESE
Alama Ibn Taimiya Rh. Ka Irshaad E Haq
Jo Hazraat Imaam Ke Saat Qirat Se Mana Karte Hai.Wo Jamhoor(Aksar) Ulama Hai Aur Un Ulama Ke Saat Allah Ki Kitaab Aur Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ki Saheeh Hadeese Hai Aur Jin Logo Ne Jehri Qirat Ki Halat Me Bhi Muqtadi Par Surah Fatiha Padhne Ko Wajib Qaraar Diya Hai Aimma E Hadees Ne Unki Hadeeso Ko Zaeef Qaraar Diya Hai.(Fatawa Ibn Taimiya: 340/22)
IMAM BIKHARI KA MOQIF :-
IMAM KE PICHE SAKTO ME QIRAT KARNI CHAHIYE KYUKI ALLAH KE HUKUM PER AMAL BHI JARURI OR NABI KE HUKUM PER BHI
IMAM BHUKHARI KA MOQIF BHI YHI KI YE AAYAT NAMAZ K LIYE
SCAN:-
BHAIYO YE BAT JAB NAMAZ ME QURAN PADHA JAYE TO KHAMOSH RAHO JO LOH
ABU HURAIRAH KI HADITH SE DALEEL LETE HE UNHONE BHI QURAN PADHA JAYE TO KHAMOSH RAHNE WALI HADITH BYAN KI HE
JABIR BIN ABDULLAH KI HADITH BHI SAHIH HE
LEKIN LEKIN
HADITH NO. 11
JABIR BIN ABDULLAH SE RIWAYAT HE KI HAM IMAM KE PICHE JOHAR OR ASAR KI NAMAZ ME SURE FATIHA KE SATH SURAT BHI MILAYA KARTE THE
SUNNAN IBNE MAJAH HADITH NO. 843 HASAN
ANTI-VENOM : APNE MATLB KI "HASAN" HADITH MANEGE
MASLA :-IMAM KE SATH QIRAT NA KARNA -FATIHA KHALF-UL-IMAM
Hazrat Aata Rahmatullahi Alai Sahabi E Rasool Hazrat Zaid Bin Saabit Radhi Allahu Anhu Se Imaam Ke Peeche Qirat Ke Bare Me Pucha Toh Aap Radhi Allahu Anhu Ne Farmaya: Imaam Ke Saat Kisi Bhi Namaz Me Qirat Nahi Karna Chahiye.
(Saheeh Muslim Sharif : 577/5 , Hadees 1298 )
HADITH NO. 3
JAB IMAM QIRAT KARE JAHRI NAMAZ TO KHAMOSI RAHE
OR MUWATTA IMAM MALIK 189-190-191
SCAN
RESULT NO.4 -IN HADITH SE SAF SABIT HE JAB QIRAT KARE TO KHAMOSI KA HUKUM DIYA H OR SAHABA TAIBAN NHI PADTE THE
----------------------------------------------------------------------------------------
RESULT :- JARA DYAN SE PADHE DEEN SIKHE
--------------
1.JO FIRQAPARAST LOG KAHTE HE KI IMAM CHAHE JAHRI HO YA SIRI SURE FATIHA PADHO YE BAT UNKI JHALI HE KYUKI "QURAN ME ALLAH NE HUKUM DIYA HE KI JAB QURAN PADHA JAYE TUM KHAMOSH RAHO "
2. FAZAR ,MAGRIF KI 2 RAQAT,ISA KI 2 RAQAT ,JUMA(FRIDAY),EID KI NAMAZ ,TARAWEEH KI NAMAZ ME IMAM JAB QIRA KARE MUQTADI KHAMOSHI SE SUNE AGER IMAM "SAKTE" KARE TO AAP PAD SAKTE HE VARNA AAPKI NAMAZ HO JAYEGI
3.JIS NAMAZ ME IMAM SIRI NAMAZ SE PADHAYE TO AAP SURE FATIYA PAD SAKTE HE YE MERA NHI ULMA KA MOQIF HE
4.AGER QAYAM KI HALAT ME IMAM KE SATH MIL JAYEGA TO NAMAZ HO JAYEGI
5.
"NAMAZ HOTI HE YA NHI YE ALLAH JANE LEKIN AAPAS ME LADNE SE ACHA DEEN KO SMJHO BHAIYO ...DEEN ME PYAR MOHBBAT SE RAHO .."
BAKI MENE HAQ BAT BYAN KI H AGER JANE ANJANE ME MUJHSE GALTI HUWI HO TO MAF FARMAYE ALLAH HAM SABKO NEK BANAYE
---------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
ASSLAMUILEKUM
,FIRST OF ALL I AM NOT HANFI,WAHABI,SHIA,SUNNI I AM MUSLIM
MERI JUNG FIRQO SE HE MENE HAQ BAT KAHI HE AAP SABKE PASS AQAL HE ALLAH NE DI KHUD SOCHE OR FASHLA KARE ALLAH BEHTYAR JANTA HE
"NAMAZ KAYAM KARE MIL JUL KAR RAHE SABSE PYAR SE"
BAKI LADNA HE LADO LEKIN ITNA JARUR KAYAL KARNA ALLAH KO LADAI NHI MOHBAT, AMAN PASAND HE
,FIRST OF ALL I AM NOT HANFI,WAHABI,SHIA,SUNNI I AM MUSLIM
MERI JUNG FIRQO SE HE MENE HAQ BAT KAHI HE AAP SABKE PASS AQAL HE ALLAH NE DI KHUD SOCHE OR FASHLA KARE ALLAH BEHTYAR JANTA HE
"NAMAZ KAYAM KARE MIL JUL KAR RAHE SABSE PYAR SE"
BAKI LADNA HE LADO LEKIN ITNA JARUR KAYAL KARNA ALLAH KO LADAI NHI MOHBAT, AMAN PASAND HE
MONDAY AND THURSDAY KA ROZA ( FAST )- HAQ BAT SABKE SATH
✦ Mafhum-e-Hadith: Peer (monday) aur jumairat (Thursday ) ko roza rakhna sunnat hai
✦ Hazrat Abu Qatada Ansari radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alalhi wasallam se pucha Peer ke din ( yani monday) ke roze ke bare mein (yani aap us din roza kyun rakhte ho) to Aap Sallalalahu alalhi wasallam ne farmaya ki main us din Paida hua tha aur us din mujh par wahi nazil huyee thi.
حضرت ابو قتادہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے ور آپ صلی اللہ علیہ وسلم سے پیر کا روزہ رکھنے کے بارے میں سوال کیاگیا ۔ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا : "" یہ دن ہے جب میں پیدا ہوا اور جس دن مجھے ( رسول بنا کر ) بھیجا گیا ۔ یا مجھ پر ( قرآن ) نازل کیا گیا ۔
✦ अबू क़तादा अंसारी रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम से पीर (सोमवार) के दिन के रोज़ के बारे में पूछा तो आप अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फरमाया की मैं उस दिन पैदा हुआ था और उस दिन मुझ पर वही नज़िल हुई थी |
*✦ ✦ It is sunnah to fasting on Monday and Thursday*
✦ Abu Qatada Ansari (Allah be pleased with him) reported that Allah's Massenger (may peace be upon him) was asked about fasting on monday, whereupon he said: It is (the day) when I was born and revelation was sent down to me.
✦ ✦MUSLIM SARIF HADITH NO .2750 (ISLAM360) AND NO. 2603 (SUNNAH) ✦ ✦
----------------------------------------------------------------------
HAQ BAT SABKE SATH NO SUPPORTING ANY FIRQA WE ARE ALL MUSLIM'S