EID KI NAMAZ KA TARIKA OR EID KI FAZILAT -HAQ BAT SABKE SATH |ONLY QURAN HADITH
ASSLAMUILEKUM ....WARAM TULLAHE WA BARKATTU ...
NAMAZ KAYAM KARE ROZA RAKHE HAQ BAT OR NEK BAT KA HUKUM DE ZAQAT DE SABHI MILKAR PYAR SE RAHE
--------------------------------------------------------
MASLA :- EID KE DIN SUNNAT AZZKAR
IBNE ABBAS OR IBNE UMAR SE RIWAYAT HE KI
NABI SALLALLAHU WASSALLAM NE FARMAYA JUMA KA DIN EID KA DIN HE
IBNE MAJAH HADITH NO . 1098 HASAN
IBNE MAJAH HADITH NO . 1312 HASAN
NOTE:- EID OR JUMA K DIN FAZILAT K LIYE HE
SALMA FARSI R.A. SE RIWAYAAT HE KI
NABI SALLALLAHU WASSALLAM NE FARMAYA KHUB PAKI HASIL KARO
GUSAL KARO
KHUSHBU LAGAO
SAHIH BUKARI HADITH NO . 910
NABI SALLALLAHU WASSALLAM EID KE DIN MASJID JANE SE PAHLE GUSAL FARMAYA KARTE THE
MUWATTA IMAM MALIK HADITH NO . 432 SAHIH GOLDEN CHAIN (SUNNAN.COM)
--------------------------------------------
MASLA :- EID-UL-FITR OR EID-UL-ZUHA KI AAZAN KA MASLA
IBNE ABBAS OR JABIR BIN ABDULLAH SE RIWAYAT HE KI
NA TO EID-UL-FITR KI AAZAN HOTI HE NA HI EID-UL-ZUHA KI
SAHIH BUKHARI HADITH NO .960 (957)
JAME TIRMIZI HADITH NO . 532 SAHIH
IMAM TIRMIZI KI HADITH ME SATH ME NA HI IQAMAT HOTI THI KE BHI ALFAZ HE
SATH ME IMAM TIRMIZI FARMATE HE KI
BAHUT SE SAHABA TAIBAN KA AMAL THA KI NAFLI NAMAZ KI BHI AZAN NHI DETE THE

MASLA :- EID KI NAMAZ SE PAHLE KUCH KHANE KA MASLA
ANAS BIN MALIK R.A. SE RIWAYAT HE KI
NABI SALLALLAHU WASSALLAM EID KE DIN NAMAZ PADHNE JANE SE PAHLE KAJUR(DATES) NA KHA LETE TAB TAK NAMAZ KE LIYE NHI
OR WO TAK (ODD) HOTI THI
SAHIH BUKHARI HADITH NO . 953

MASLA :- KHUTBA SE PAHLE EID KI NAMAZ
IBNE ABBAS R.A. SE RIWAYAT HE KI MENE
NABI SALLALLAHU WASSALLAM, ABU BAKAR SIDDIK ,UMAR BIN KATTTAB ,USMAN R.A. KE SATH EID KI NAMAZ PADHI
INHONE KHUTBA NAMAZ KE BAD DIYA KARTE THE
SAHIH BUKHARI HADITH NO . 962
SAHIH BUKHARI HADITH NO . 963
MUWATTA IMAM MALIK HADITH NO . 433 SAHIH
JAME TIRMIZI HADITH NO . 531 SAHIH
IMAM TIRMIZI NE KAHA YE HADITH HASAN SAHIH HE
SABHI KA AMAL YHI THA KI KHUTBA NAMAZ KE BAD HO PAHLI BAD NAMAZ SE PAHLE MARWAN BIN AL HAKAM NE DIYA THA
NOTE :- SUNNAT YE HE KI EID KI NAMAZ KE BAD KUTBA HO
GOVRN OF MADINA MARWAN NE JAB EID SE PAHLE KHUTBA DIYA ABU SAID AL KHUDRI NE UNHE ROKA LEKIN UNHONE KAHA KI LOG EID KI NAMAZ KE BAD CHALE JATE HE
SAHIH BUKHARI HADITH NO . 956

MASLA :- EID SE PAHLE OR BAD KOI BHI NAMAZ NHI
IBNE ABBAS R.A. SE RIWAYATT HE KI
NABI SALLALLAHU WASSALLAM EID KE DIN 2 RAQAT NAMAZ PADHTE THE
LEKIN IS SE PAHLE OR BAD ME NHI PADHA KARTE THE
SAHIH BUKHARI HADITH NO . 964 ,989

MASLA :- EID KE DIN RASTA BADAL KAR JANE KA BYAN
JABIR BIN ABDULLAH SE RIWAYAT HE KI
NABI SALLALLAHU WASSALLAM JAB EID KA DIN HOTA TO RASTE BADLA KARTE THE
YANI EK RASTE SE AATE DUSHRE SE JATE
SAHIH BUKHARI HADITH NO . 986

EID KI NAMAZ ME KITNI TAKBEER HAQ BAT
MASLA :- 12 TAKBEER NAMAZ TWO EID
NABI SALLALLAHU WASSALLAM JAB EID KI NAMAZ PADHATE TO
PAHLI RAQAT ME 7 TAKBEER QIRAT SE PAHLE
DUSHRI RAQAT ME 5 TAKBEER QIRAT KE BAD KARTE HE
JAME TIMRIZI HADITH NO . 536 HASAN
IMAM TIRMIZI NE BHI ISH HADITH KO HASAN FARMAYA HE
YE AMAL BAHUT SE SAHABA OR ALHE ILM KA PER ISHKA AMAL THA
ABU HURAIRA KI HADITH BHI MARWI HE UNHONE ALHE MADINAH ME NAMAZ PADHAI 12 TAKBEER SE
MALIK BIN ANAS ,
IMAM SHAFI
IMAM AHMAD BIN AMBAL
IMAM ISAQ
OR ALHE MADINAH KA YHI QUAL THA
IBNE MASOOD SE BHI 9 TAKBEER NAMAZ-E- EID MARWI HE
IBNE MASOOD 5 TAKBEER QIRAT SE PAHLE
DUSHRI RAQAT ME QIRAT KE BAD 4 TAKBEER KAHTE THE JISME RAQU BHI SAMIL THA
BAHUT SE SHAHABA OR ALHE KUFA OR SUFFIYAN AL THAWRI KA YHI QUAL THA
IMAM MALIK SE NAFE NE UNSE ABDULLAH BIN UMAR SE
UNHONE ABU HURAIRA KE PICHE EID KI NAMAZ PADHI UNONE NAMAZ ME
PAHLI RAQAT ME 7 TAKBEER
DUSHRI RAQAT ME 5 TAKBEER KAHI
MUWATTA IMAM MALIK HADITH NO . 439 GOLDEN CHAIN

MASLA :- 8 TAKBEER NAMAZ-E-EID
HAJRAJ AAISHA R.A.SE RIWAYAT HE KI SAYED BIN AAS NE APNE ABHU MUSA ASHRI OR HUZEFA BIN YAMAN SE PUCHA KI
NABI SALLALLAHU WASSALLAM EID-UL-FITR OR EID-UL-AZZA PER KITNI TAKBEER SE NAMAZ PADHATE THE
ABU MUSSA ASHRI NE KAHA 4 TAKBEER JESE JANAZA ME HOTI HE
HUZEFA NE KAHA UNHONE SACH KAHA
ABU MUSSA NE KAHA KI JAB ME BASRA ME LOGO PER AMIR THA TO ISI PARKAR TAKBEER KAHA KARTA THA
SUNNAN ABHI DAWOOD HADITH NO . 1154 SAHIH (HASAN -SAHIH BY SHAIKH ALBANI )
ISH HADITH KI EK DUSHRI SANAD IBNE MASOOD R.A. SE BHI MARWI HE
MUSSNAF ABDUL RAZZAQ HADITH NO . 5687
SAHIH BY
MULLA ALI QARI
IMAM HASMI
IMAM HAJR ASQALNI
HAJRAT ABDULLAH BIN MASOOQ R.A.
NAMAZ-E-EID ME 9 TAKBEER KAHA KARTE THE
PAHLI RAQAT ME 5 TAKBEER
OR DUSHRI RAQAT ME 4 TAKBEER KAHA KARTE THE
JAME TIRMIZI HADITH NO . 536 KI SARAH
ISHKI SANAD MUSSNAF IBNE ABI SHIBA ME MOUJD HE
MUSSNAF IBNE ABHI SHIBA HADITH NO . 5746-5747
MUSSNAF ABDUL RAZZAQ HADITH NO . 5689 SAHIH BY IMAM HAJR ASQLANI
--------------------------------------------------------------------
ASSLAMUILEKUM
ILLMI POINT'S
1. TAKBEER KAHNA SUNNAT HE 12-9 YA 8 SUNNAT SE MOHBBAT RAKHE AAPAS ME NA LADE
2.JANAZA ME 4 TAKBEER
JAME TIRMIZI HADITH NO . 1022 ME
JANAZA KI NAMAZ ME 5 TAKBEER
JAME TIRMIZI HADITH NO . 1023
IMAM AHMAD OR ISAQ KAHTE HE KI IMAM KO FOLLOW KARO
3. IMAM KO FOLLOW SE MURAD AGER AMAL QURAN HADITH KI ROSHNI ME SABIT HONA CHAHIYE
4. YHA SABIT HE 12-9-8 TAKBEER ---------------------------------------------------------

CHAND ME IKHTLAF OR SAUDI ARAB ME EK DIN PAHLE EID -HAQ BAT SABKE SATH
ASSLAUILEKUM WA RAHAMTULLAHE WA BAKATU
" NAMAZ KAYAM KARE - ZAQAT AADA KARE - FARZ ROZE RAKHE ACHE KAM KARE "
AAPAS ME MIL JUL KARE RAHE OR RAMZAN ME KHUB IBADAT KARE OR DUAA KARE HAM SABO ALLAH NEK RASTE PER CHALA HAMARE GUNAHO KO MAF KARE
-------------------------------------------------------------------
MASLA :- MADINA OR (SHAM)SYRIA ME ALAG ALAG CHAND
HADITH NO. 1
KURAB R.A. KAHTE HE KI IBNE ABBAS KI WALIDA UMME FAZAL NE MUJHE SHAM(SYRIA) ME HAJRAT MAWIYA R.A. KE PASS BEJA CHUNACHE SAAM(EVENING )
ISI DORURAN KAM MUKAMMAL HUWA OR RAMZAN KA CHAND NAZAR AAGYA
HAME JUMA KI RAAT KO CHAND DEKHA
FIR MAHINE KE LAST ME ME MADINA AA GYA
TO IBNE ABBAS NE MERA HAL CHAL PUCHA CHAND KE BARE ME ZIKAR KIYA
TUMNE USE KAB DEKHA
MENE KAHA JUME KI RAT KO
IBNE ABBAS NE KAHA KYA TUMNE KHUD NE DEKHA
MENE KAHA HA MENE DEKHA OR SATH ME DUSHRE AADMI KI GAWAHI BHI OR SAB NE ROZA RAKHA HAJRAT MAWIYA NE BHI ROZA RAKHA
IBNE ABBAS NE FARMAYA LEKIN HAME TO SANIWAR (SATURDAY) KI RAAT KO CHAND DEKHA OR HAME ROZE RAKHE
PURE 30 RAKHEGE YA CHAND DEKHEGE
MENE KAHA AAP MAWIYA R.A. KE CHAND DEKHANE OR ROZA RAKHNE KO KAFI NHI SMJHTE
IBNE ABBAS NE KAHA NABI SALLALLAHU WASSALLAM NE HAME ESA HI KARNE KA AADESH DIYA HE
SUNNAN ABI DAWOOD HADITH NO . 2332 SAHIH
NOTE:- MADINA OR SYRIA BICH 1647 K.M. KA DISTANCE HE AGER ITNE ME CHAND ALAG ALAG DATTE ME NAZAR AASAKTA HE TO JAHIR HE DUNIYA BAHUT BADI HE OR BHI JAGAH AA SAKTA HE
SMJHDAR KO ESARA KAFI HE BAKI FIRQAPARAST KO ASSLAMUILEKUM
MASLA :- RAMZAN OR EID KE CHAND DEKHNE KI GAWAHI
HADITH NO. 2
ABDULLAH BIN OMAR SE RIWAYAT HE KI LOGO NE CHAND DEKHNE KI KOSIS KI TO MENE NABI SALLAHU WASALLLAM KO KABAR DI KI MENE CHAND DEKH LIYA HE TO NABI SALLAHU WASALLAM NE ROZA RAKHA OR SABKO KO RAKHNE KA HUKUM DIYA
SUNNAN ABI DAWOOD HADITH NO . 2342 SAHIH
NOTE :- NEK AADMI KI GAWAHI
MASLA :- SAK BINA ME ROZA RAKHNA MANA HE
HADITH NO. 3
AAMMAR BIN YASIR R.A. SE RIWAYAT HE KUCH LOG KIDMAT ME HAZIR HUWE TO UNHONE MATTAN PESH KIYA TO KUCH LOG SAK SUBA ME ALAG HO GYE ROZA RAKHE HUWE THE TO AAMAR BIN YASIR NE KAHA JIS NE SAK ME ROZA RAKHAN USHNE NABI SALLAHU WASALLAM KI MUKHALIF KI HE
SUNNAN ABI DAWOOD HADITH NO . 2334 SAHIH
NOTE :- 29 SABBAN KO AGER CHAND NAZAR NA AAYE TO SAK M ROZA RAKHNA JAIZ NHI APNI 30 KI GINTI PURI KARE
HADITH NO. 4
HAJRAT AAISHA R.A. SE RIWAYAT HE KI NABI SALLAHU WASALLAM 29 KI SABBAN KO JAB CHAND NAZAR NHI AATA TO SABBAN KI 30 GINTI PURI KARTE OR FIR ROZA RAKHTE
SUNNAN ABI DAWOOD HADITTH NO. 2325 SAHIH
NOTE :- SAK ME ROZA NA RAKHE AGER CHAND NHI DIKHA HE TO GINTI PURE KARE 30 KI ALLAH BAHTAR JANTA HE

ASSLAMUILEKUM WA RAHAMTULLAHE WA BARKATU
ILLMI POINT
1. CHAND DEKHNA OR NEK AADMI KI GAWAHI HONI JARURI HE
2. SYRIA OR MADINA K BICH 1647 K.M. KA DISTANCE HE AGER WAHA ALAG ALAG TO DUSHRE MULK BHI AA SAKTA HE
3. "CHAND EK TO EID BHI EK " YE BAT KAHA LIKHI HE OR KISKA DAWA QURAN HADITH SE SABIT KARE
4. AGER CAMRE SE SATELITE SE CHAND DIKH GYA AKAL KE ANDHO SATELITE SE TO FIR EID KA BHI CHAND DIKH JAYEGA
5. KYUKI YE ALLAH KA NIJAM HE SURAJ CHAND OR PRITHVI JAB DIRECTION ME AATE HE TO YE SAB HOTA HE
KISI JAGAH DIN HE KISI JAGAH RAT HE YE ALLAH KI NISHANI HE
THODA ILLM BHI OR AKAL SE BHI KAM LO
NAMAZ KAYAM KARE, ZAQAT DE , FAZR ROKHE RAKHE ,INSHA ALLAH HAJJ KARE NEK KAMO KI NASIHAT DE OR BURE KAM SE DUR RAHE
OR JAHILO SE NA ULJHE
---------------------------------------------------------------------------

JALSA E ISTIRAHAT -HAQ BAT SABKE SATH
ASSLAMUILEKUM ....WARAM TULLAHE WA BARKATTU ...
NAMAZ KAYAM KARE ROZA RAKHE HAQ BAT OR NEK BAT KA HUKUM DE ZAQAT DE SABHI MILKAR PYAR SE RAHE
--------------------------------------------------------
MASLA :- JALSA-E- ISTIRAHAT KISE KAHTE HE
JALSA-E-ISTIRAHAT JAB NAMAZ ME ODD RAQAT PADHTE HE TO USHME KUCH DER BETH KAR BACKBONE SIDHI KARKE FIR APNE HATHO KE BAL KHADE HONA
MASLA :- JALSA-E- ISTIRAHAT KI DALEEL QURAN HADITH
HADITH NO . 1
MALIK BIN HAWARITH SR RIWAYAT HE KI NABI SALLALLAHU WASSALLAM NAMAZ KI TAQ RAQAT ODD ME PAHLE BETH TE FIR KADE HOTE
SAHIH BUKHARI HADITH NO . 823
HADITH NO . 2
ABU QIBALAH SE RIWAYAT HE KI EK BAR MALIK BIN HUWARITH NE HAME NAMAZ PAD KAR BTAI KI NABI SALLALLHU WASSLAM ESE NAMAZ PADHA KARTE THE
JAB UNHONE NAMAZ PADHAI TO DUSRA SAJDA PAHLI RAQAT ME KIYA FIR KUCH DER BETTH KAR APNE HATHO KE BAL KHADE HUWE DUSHRI RAQAT K LIYE
SAHIH BUKHARI HADITH NO . 824
HADITH NO . 3
ABU HURAIRA SE RIWAYAT HE
EK SAKSH MASJID ME NAMAZ PADHNE K LIYE AAYA
TO NABI SALLALLHU WASSLAM NE KAHA JAO DUBARA PADHO NAMAZ
USHNE FIR NAMAZ PADHI
NABI SALLALLHU WASSLAM NE KAHA JAO DUBARA PADHO
USHNE FIR PADHI
NABI SALLALLHU WASSLAM JAO DUBARA PADHO
FIR USH SAKSH NE KAHA E-ALLAH KE RASUL MUJHE AAP SIKHAIYE ME ISH SE BAHTAR NHI JANTA
FIR NABI SALLALLHU WASSLAM NE USE NAMAZ SIKHAI
QIBLE KI TRAF MUH KARKE TAKBIR KAHO ALLAH HU AKBAR
FIR QURAN SE JO TUMHE YAAD HO PADHO (LIKE SURAH FATIHA)
FIR IMTINAN SE RAQU KARO
FIR IMTINAN SE SAJDA KARO
FIR JAB DUSHRA SAJDA KAR LO TO KUCH DER BETH JAO FIR ESE HI APNI APNI PURI NAMAZ ADA KARO
SAHIH BUKHARI HADITH NO . 6251
MASLA :- JALSA-E-ISTIRAHAT NA KARNE KI DALEEL
HADITH NO . 4

FIR JAB DUSHRA SAJDA KAR LO TO SIDHE KADE HO JAO
OR ESE HI APNI NAMAZ PADHA KARO
SAHIH BUKHARI HADITH NO . 6667
--------------------------------------------------------
ASSLAMUILEKUM
ILLMI POINT'S
1. SAHIH BUKHARI KI HADITH NO . 6251 OR 6667 DONO ABU HURAIRA SE RIWAYYAT HE OR DONO NABI SALLALLHU WASSLAM NE NAMAZ SIKAHI LEKIN EK ME JALSE-E-ISTIRAHT KA JIKAR HE DUSHRE ME NHI HE
2. JAYAZ HE LEKIN WAJIBAT ME NHI HE OR JO KARTA HE OR JO NHI KARTA PLZ AAP SAB SE REQUEST HE KI AAPAS ME NA LADE
3. MOHBBAT BNAYE RAKHE
---------------------------------------------------------

NAMAZ -E- TASHAH-HUD KE MASAIL - HAQ BAT SABKE SATH ONLY QURAN HADITH
ASSLAMUILEKUM ....WARAM TULLAHE WA BARKATTU ...
NAMAZ KAYAM KARE ROZA RAKHE HAQ BAT OR NEK BAT KA HUKUM DE ZAQAT DE SABHI MILKAR PYAR SE RAHE
--------------------------------------------------------------------------------
MASLA :- TASHAH-UD KA SUNNAT TARIKA QURAN HADITH HADITH NO . 1 TASHAH-HUD KHAMOSI SE BETH KAR PADHNE KA BYAN
ABDULLAH BIN MASOOD SE RIWYAT HE KI
YE SUNNAT HE KI TASHAH-HUD BETH KAR KHAMOSI SE PADHA JAYE SIRI AAWAJ ME
JAME TIRMIZI HADITH NO . 291 SAHIH
ABHU DAWOOD HADITH NO . 986 SAHIH
MASLA :- BICH KA TASHAH-HUD MUKHTASAR PADHNA
---------------------------------------------------------
HADITH NO .2 TASHAH-HUD ME BETHNE KA BYAN
ABDULLAH BIN UMAR SE RIWAYAT HE KI NABI SALLALLAHU WASALLAM NE FARAMAYA KI NAMAZ ME DAYA (RIGHT) PAIR (FOOT) KHADA KARO OR LEFT PAIR (FOOT) FELLA DO KYUKI MERE PAIR SARIR KA BHOJ NHI UTHA SAKTE
SAHIH BUKHARI HADITH NO . 827 ,828
JAME TIRMIZI HADITH NO . 292 SAHIH
IMAM TIRMIZI NE FARMAYA YE HADITH HASAN SAHIH HE
SUFFIYAN AL THWRI
AL MUBHARAK OR ALHE KHUFA KA YHI AMAL THA
---------------------------------------------------------------- HADITH NO .3 TASHAH-HUD KYA PADHE (SALAM)
ABDULLAH BIN MASHOOD R.A. SE RIWAYAT HE KI HAME NABI SALLALLAHU WASALLAM NAMAZ PADHA RAHE THE TO HAM KAHTE
ASSLAMU ALALLAHI KAB-L-EBADILAHI
(ZIBRAHIL A.S PER SALAM MIKAIL PER SALAM FALA PER SALAM FALA PER SALAM)
ESE MAT KAHA KARO ALLAH TO KHUD HI SALAM HE
TASHAH-HUD ME YE PADHA KARO
OR JAB TUM
ASH-HADU AN- LA ILAHA ILLALLAHU PADHOGE TO YE DUAA ALLAH TALA HAR USH NEK BANDE TAK PAHUCHA DEGA
At-tahiyãtu lillähi wassalawatu
wa-taiyibatu. As-Salamu alaika
aiyuhan-Nabiyyu warahmatul-lãhi wa
barakãtuhu. As-Salami 'alainã wa 'ala
'ibãdillah ialihin
Ash-hadu an lã-ilãha ill-
Allahu wa ash-hadu anna Muhammadan
'abduhü wa Rasüluhu
SAHI BUKHARI HADITH NO . 831 ,835
SUNNAN ABI DAWOOD HADITH NO . 968 SAHIH
SUNNAN NISAI HADITH NO . 1279 SAHIH
JAME TIRMIZI HADITH NO . 289 SAHIH
IMAM HAJAR ASQALANI NE 20 SE JYADA HADITH OR 20 SE JYDADA SAHABI KA AMAL HE ISH PER
IMAM TIRMIZI FARMATE HE KI YE HADITH TASHAHU-HUD KE SAHI CHAIN HE
OR SABHI KA ISHPER ALAM HE
SUFFIYAN AL THWRI
IBNE AL MUBARAK
AHMAD BIN HAMBAL
MOLANA ISAQ
AHMAD BIN MOHAMMAD BIN MUSSA KAHTE HE KI
HAME AL MUBHARAK NE FARMYA UNSE MA'MAR NE OR UNSE KHUSAIF NE
UNHONE FARMAYA KI EK RAT NABI SALLALLAHU WASALLAM MERE SAPNE ME AAYE OR MENE KAHA KI LOG TASHAH-HUD PER AMAL NHI KARTE
NABI SALLALLAHU WASALLAM NE FARMAYA KI IBNE MASOOD KA TASHAH-HUD
NOTE :- YANI UN NSE RIWAYAT JO UPER HE WO FOLLOW KARO
----------------------------------------------------------------
HADITH NO . 4 TASHAH-HUD ME DUSHRI BHI SABIT HE
IBNE AABAS R.A. SE RIWAYAT HE KI NABI SALLALLAHU WASALLAM NE TASHAH-HUD SIKHAYA
At- Taiiiyyatu, al-mubarakatu, assalawatu
at-ta)yibatulillah. Salamun
'alaika ayyuhan-nabiyyu wa
rahmatullahi wa barakatuhu,
salamun 'alainã wa 'ala 'ibãdillãhissãlihin.
Ashhadu an lã ilaha illallãh,
wa ashhadu anna Muhammadan
'abduhu wa Rasuluh.
JAME TIRMIZI HADITH NO . 289 SAHIH
IMAM TIRMIZI FARMATE HE KI YE HADITH HASAN-SAHIH -GARIB HE
ABDUL RAHMAN BIN HUMAID AL RUASI YE HADITH ABU AZ ZUBAIR SE RIWAYAT
AL LAITH BIN SAD SE BHI RIWYAT HE
IMAM SHAFI KA ISH HADITH PER AMAL THA WO TASHAH-HUD ME PADHTE THE
----------------------------------------------------------------
HADITH NO . 5 TASHAH-HUD ME DARUD-E-IBRAHIM
ABU MUSSA AL-ANSAIR SE RIWAYAT HE KI NABI SALLALLAHU WASALLAM JAB NAMAZ ME TASHAH-HUD ME YE DUAA DARUD PADHTE
Alahumma salli 'ala Muhammad wa 'ala ali Muhammad,
kama sallaita 'ala Ibrahima
wa barik 'ala Muhammad kama barakta 'ala ali Ibrahim fil-'alamin,
innaka hamidun majid
SUNNAN NISAI HADITH NO . 1286 SAHIH
----------------------------------------------------------------
HADITH NO.6- DARUD PADHNE KA BYAN
NABI SALLAHU WASALLAM NE FARAMAYA DURUB PADHO
Alahumma salli 'ala Muhammad wa 'ala ali Muhammad
SUNNAN NISAI HADITH NO . 1292 HASAN
----------------------------------------------------------------
----------------------------------------------------------------
HADITH NO .7 -DARUD KE BAD DUAA MAGNE KA BYAN
NABI SALLAHU WASALLAM TASHAH-HUD ME YE DUAA MAGTE
Allahumma inni a`udhu bika min `adhabi l-qabr, wa a`udhu bika min fitnati l-masihi d-dajjal, wa a`udhu bika min fitnati l-mahya wa fitnati l-mamat. Allahumma inni a`udhu bika mina l-ma'thami wa l-maghram
SAHIH BUKHARI HADITH NO . 832-833
--------------------------
HADITH NO .8 DUSHRI DUAA BHI SABIT HE
NABI SALLAHU WASALLAM TASHAH-HUD ME YE DUAA MAGTE
Allahumma inni zalumtu nafsi zulman kathiran, Wala yaghfiru dh-dhunuba illa anta, fa ghfir li maghfiratan min `indika, wa r-hamni, innaka anta l-ghafuru r-rahim
SHAHI BUKHARI HADITH NO . 834
----------------------------------------------------------------
HADITH NO .9 TASHAH-HUD ME HAMD (ATTTYAT ,DURUD,DUAA )
NABI SALLAHU WASALLAM WITR 9 RAQA KI NAMAZ 8TH RAQAT ME JAB BETH JATE TASHAH-HUD ME TAB
ALLAH KI HAMD BYAN KARTE (ATT-HIYAT ) DURUB SARIF (DARUB IBRAHIM ) OR DUAA MAGTE THE
SUNNAN NISAI HADITH NO . 1720-21 SAHIH
NOTE :- BICH KE TASHAH-HUD ME PADHNA MASHTAHB HE WAJIB NHI
----------------------------------------------------------------
MASLA :- TASHAH-HUD ME UNGLI HILANA SETAN PER SAKHT
HADITH NO . 10
IBNE UMAR NAMAZ ME JAB TASHAH-HUD ME BETH TE SHAHADAT KI UNGLI SE ESARA FARMATE OR KAHTE NABI SALLALLAHU WASALLAM NE FARMAYA
KI SHAHDAT KI ANGULI SETAN PER LOHE SE BHI SAKT HE
MUSNAD E AHMAND HADITH NO . 6000
MISHQAT SARIF HADITH NO . 917
----------------------------------------------------------------
MASLA :- TASHAH-HUD ME UNGLI SE ISHARA OR USE HILANA HAQ BAT
HADITH NO . 11
ALI BIN ABDULL RAHMAN SE BYAN HE KI MUJHE ABDULLAH BIN UMAR NE DEKHA THA ME NAMAZ ME KAKRIYA(CHOTE PATTHER) SE KHEL RHA HUTO JAB VE FARIG HUWE TO KAHA ESA NA KARO MENE KAHA FIR NABI SALLALLAHU WASALLAM KESE KIYA KARTE THE
NABI SALLALLAHU WASALLAM JAB NAMAZ ME BETH TE APNE DAYE (RIGHT) HATH KO APNI RIGHT RAAN (FOOT GUTNA) PER RAKHTE
APNI SARI ANGULIYA BAND KAR LETE OR AGUTHE KE SATH WALI ANGULI SE ESARA FARMATE
OR APNE LEFTT HATH KO LEFT RAAN (FOOT GUTNA ) PER RAKHTE
SUNNAN ABHI DAWOOD HADITH NO . 987 SAHIH
JAME TIRMIZI HADITH NO . 294 SAHIH
YE HADITH ABDULLAH BIN ZUBAIR SE BHI MARWI HE
WO FARMTE HE KI NABI SALLALLAHU WASALLAM APNI ANGULI SE ESARA FARMATTE
ABDULL WAHID NE HAME DIKHAYA OR SAHADAT KI UNGLI SE ESARA KIYA
SUNNAN ABHI DAWOOD HADITH NO . 988 SAHIH
----------------------------------------------------------------
MASLA :- UNGLI SE ESARA OR SATH ME HARQAT DENA
HADITH NO . 12
WAYL BIN HUJAR R.A.HE KI NABI SALLALLAHU WASALLAM KHADE HUWE QIBLA RUKH MUH KIYA ALLAH HUAKABR KAHA
APNE DONO HATHO KO UTHAYA
YAHA TAK KI AAPKE KANO KE BARABER
FIR DAYA HATH KO BAYE HATH PER RAKHA
FIR RAQU JATE RAQU SE SAR UTHATE
FIR TASHAH-HUD ME BETTH JATE OR UNGLI SE ESARA FARMTE OR DUAA KE SATH HARKAT DETE DUAA KE SATH
SUNNAN NISAI HADITH NO . 890 SAHIH
MISQAT SARIF HADITH NO . 911 SAHIH
SUNNAN ABU DAWOOD HADITH NO . 957 SAHIH
MASLA :- UNGLI SE ESARA LEKIN HARKAT NA DENA
----------------------------------------------------------------
HADITH NO . 13
ABDULLAH BIN ZUBAIR SE RIWYATA HE KI NABI SALLALLAHU WASALLAM JAB DUAA KARTE TO APNI UGLI SE ESARA KARTE OR USE HARKAT NA DETE
IBNE ZURAIZ NE KAHA KI AMAR BIN DINNAR NE BHI YAHI KAHA KI MUJHE AAMIR KE FATHER NE APNE FATHER KE HAWALE SE BYAN KIYA
NABI SALLALLAHU WASALLAM ISHI TTRAH ESARA KARTE ..
SUNNAN ABHI DAWOOD HADITH NO . 989 SAHIH BY SHAIKH ALBANI
----------------------------------------------------------------
MASLA :- TASHAH-HUD UNGLI SE ESARE K WAKT ME NAZAR KAHA HO
AMAIR BIN ABDULLAH BIN ZUBAIR SE RIWAYAT H KI APNE FATHER KE HAWALE SE NABI SALLALLAHU WASALLAM KI NAZAR AAPKE ESARE SE AAGE NA BADHTI OR HAJJAZ KI HADITH ISH SE ADHIK KAMIL HE
SUNNAN ABHI DAWOOD HADITH NO . 990 HASAN -SAHIH
----------------------------------------------------------------
MERA KOI FIRQA NHI HE NA HI M KISI FIRQE KI SUPPORT KARTA HU
ME MUSLIM HU OR SIRF QURAN SAHIH HADITH PER AMAL KARTA HU
ISHLIYE ME EK MASLE ME SABHI HAQ BYAN KARTA HU

ALLAH TALA HAM SAB KE GUNAH MAF KARE OR HAME MIL JUL KAR RAHE KI TOFIK AATA KARE
OR SABHI HAJRAT SE EK OR GUZARISH HE KI AAPAS ME NA LADE JISE NABI SALLAHU WASALLAM KI JITNI SUNNAT SE MOHABBAT HE WO UTNI USH PER AMAL KARE
PYAR SE RAHE MOHBBAT SE RAHE MIL KAR RAHE
HAQ BAT SABKE SATH